Results 1 to 6 of 6

Thread: Kya Metric Result Ka Feature Per Effect Parta Hai ?

  1. #1
    ghaffarshah is offline Senior Member+
    Last Online
    7th November 2021 @ 12:11 AM
    Join Date
    22 May 2007
    Age
    36
    Posts
    155
    Threads
    71
    Credits
    14
    Thanked
    4

    Default Kya Metric Result Ka Feature Per Effect Parta Hai ?

    salam to all of my itdunya brothers
    dosto mera masla yeh hai key main ne is bar metric ka exam apne ilake Barkhan Balochistan main dia tha. jo nakal ke liye bohat hi badnam hai .
    to metric main mere marks 488 out of 850 aye aur maine apne poore ilake main top kya . main ne mahnat bhi bohat ki magar mujhe is ka sila na mila jise man ne mahnat ki thi { lakin phir bhi ALLAH ka shukar hai} is bar mare ilake ke 90 percent bache fail ho gaye . to ab mera masla yeh hai ke main Fsc main medical rakhan chat hoon aur feature main medical colleage main admission lana chata hoon . ab main aap se yeh pooch na chata hoon ke kya mere yeh marks agaye chal ke merey medical colleage ke admission main asar andaz to nahi hoon gaye agar hoon gay to main doobara marks improve karoon ga warna Fsc main admission lay loon ga .so please help me iam very confused.
    i will wait for your replays.
    ALLAH AAP SAB KO KUSH RAKHE AUR AAP SAB KO ZINDAGI KE HAR MOR PER KAMIAB KARE {AMIN}
    AAP SAB KA DOST
    SYED GHAFFAR SHAH.

  2. #2
    tafseer haider's Avatar
    tafseer haider is offline Senior Member+
    Last Online
    14th May 2011 @ 02:23 AM
    Join Date
    14 Aug 2007
    Location
    Gujrat
    Posts
    286
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    bahi ya swal ask an expert main pochna wal nahin ha,bilka app ka masila main post kerain

  3. #3
    tafseer haider's Avatar
    tafseer haider is offline Senior Member+
    Last Online
    14th May 2011 @ 02:23 AM
    Join Date
    14 Aug 2007
    Location
    Gujrat
    Posts
    286
    Threads
    36
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ji han faraq parta hai lakin zayada nahin eng. aur medical universities may dahlay kay waqt 10% number count kiya jatay hai,lakin app chonka blochastan sa hain is lai ameed ha k dahla mil giay ga.

  4. #4
    ghaffarshah is offline Senior Member+
    Last Online
    7th November 2021 @ 12:11 AM
    Join Date
    22 May 2007
    Age
    36
    Posts
    155
    Threads
    71
    Credits
    14
    Thanked
    4

    Smile Shukaria Tafseer Bahi Replay Ka.

    bahi jan apne sahi kaha key yeh masla {ask an expert ka nahi} hai bailke {aap ke masail ka hai} magar bahi jan aap ko to pata hai key itdunya.com main yeh section nahi hai jahan tak mera kahal hai haan agar aap ko maloom hai to aap mujhe bhi zaroor batayan.
    once again thanks.

  5. #5
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    igar aap kay fsc mein marks achay hongay aur aap kay nat mein b marks achay hongay tu aap ko medical mein admission mil jiay

    mehnat karay inshalla aap ka khowab pura hoo ga
    MFA site not allowed, ITDunya team

  6. #6
    Join Date
    15 Nov 2006
    Posts
    761
    Threads
    207
    Credits
    1,245
    Thanked: 1

    Default

    G Nahi Koi Farq nai Parta Yeh Sub Beqar Baatein hein
    Zara Soochiyay Agar aap K Schol KA Center agar Kisi Black List School mein Parta hay tu is Mien aap Ki nahi School Waloo Ki Badnami hoo gi tu is Lieyh yeh Sub Fazool Baat hay Koi Farq nai Parta

Similar Threads

  1. Bise Faisalabad Metric Result Positions
    By Muhammaduf in forum Results
    Replies: 3
    Last Post: 25th July 2012, 04:47 PM
  2. Bise Faisalabad Metric Result Anounced On
    By Muhammaduf in forum Results
    Replies: 8
    Last Post: 25th July 2012, 04:36 PM
  3. metric result
    By ashal909 in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 16th July 2009, 08:13 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •