Results 1 to 10 of 10

Thread: Please help me !!

  1. #1
    Join Date
    21 Nov 2008
    Age
    37
    Posts
    32
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default Please help me !!

    As-Salam O Alaikum !

    Kia koi mujhe bata sakta hai k excel main 1 worksheet main se 2 worksheet ka formula kis tarah lage ga ?

    Jesay k main ne 3 worksheet banai hain aik to total wali jis main roz ka hisab kitab ho dusri do alag alag nam se banai hain (Misal k tor par main ne aik bana di Tahir k nam par dusri bana Umer k nam par) ab main chahta hun k roz ka jo kam ho raha hai main sirf pehli work sheet main entry karun aur baqi data khud ba khud dusri work sheet main transfer ho jaey ya umer ne jo kam kya wo umer ki worksheet main transfer ho jaey aur tahir ne jo kam kya wo tahir ki work sheet main transfer ho jaey !..!..!

    Please Agar koi meri help kar sakta hai to please bata do

    Thanks

  2. #2
    syar is offline Advance Member
    Last Online
    14th March 2024 @ 07:49 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Nowshera(KP)
    Age
    47
    Gender
    Male
    Posts
    882
    Threads
    9
    Credits
    548
    Thanked
    340

    Default

    salam::
    apni sample sheet attached kar dain. YA SCREEN SHOT DAIN

    REGARDS

  3. #3
    CatFtp is offline Junior Member
    Last Online
    2nd July 2014 @ 09:02 AM
    Join Date
    17 Mar 2010
    Age
    43
    Posts
    16
    Threads
    0
    Credits
    1,090
    Thanked: 1

    Default



    Umar Bahi pehlay to aap yeh batain kay aap sirf kuch data dusri sheet par copy karna chahte hian ya pehli sheet par jo kaam ho raha hai woh sare ka sare dusri sheet par jay..?

    agar aap specific cell ka data dusri sheet par lay jana chahte hain to is ka aik asan hal jis sheet main data transfer karna hai wahan jaa kar us specifc cell main = ka button press karain aur phir mouse kay zariay us sheet main ajain jahan say data bhaijna hai aur us cell par click kar dain jis ka data bhaijna hai.

    dusra tareeqa yeh kay aap pehli sheet kay un cells ko copy karain aur dusri sheet main ja kar paste special wali option main jain aur wahan paste link par click kar dain. is tarah aap sheet1 main jo bhi data type karain gay wo sheet2 main chala jay ga.


  4. #4
    malikwaqas's Avatar
    malikwaqas is offline Senior Member+
    Last Online
    5th July 2015 @ 09:39 AM
    Join Date
    30 Nov 2009
    Location
    Gujranwala
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,131
    Threads
    37
    Credits
    960
    Thanked
    103

    Default

    Quote Umer190 said: View Post
    As-Salam O Alaikum !

    Kia koi mujhe bata sakta hai k excel main 1 worksheet main se 2 worksheet ka formula kis tarah lage ga ?

    Jesay k main ne 3 worksheet banai hain aik to total wali jis main roz ka hisab kitab ho dusri do alag alag nam se banai hain (Misal k tor par main ne aik bana di Tahir k nam par dusri bana Umer k nam par) ab main chahta hun k roz ka jo kam ho raha hai main sirf pehli work sheet main entry karun aur baqi data khud ba khud dusri work sheet main transfer ho jaey ya umer ne jo kam kya wo umer ki worksheet main transfer ho jaey aur tahir ne jo kam kya wo tahir ki work sheet main transfer ho jaey !..!..!

    Please Agar koi meri help kar sakta hai to please bata do

    Thanks
    waslam bhai G

    apni dusri sheet pe = likh k to pehli sheet me aky jidhar ka deta apko chahiy su area me click kary, wo inshallah khud ba khud update ho jaya kary gi

    Allah hafiz
    Angel On Kaba


    Hafiz Muhammad Saeed Sahib ka interview

    Naam Nihad Dehshat Gard
    External Link in signature is not Allowed - ITD Team

  5. #5
    Join Date
    21 Nov 2008
    Age
    37
    Posts
    32
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Smile



    Thanx aap ne mujhe reply kya magar jis tarah CatFtp aur Malik Waqas bhai ne kaha k dusri sheet main = laga ker first sheet par jahan se data uthana hai wahan click karo ! magar bhai main aap ko thora tafseel se bata hun k main kya chahta hun ! q k bhai main kafi din se ye karne ki koshish kar raha hun magar ho hi nahi raha !


    bhai dekho main ya chahta hun !

    jesay k meri aik composing & Grafix ki office hai ab mere pas do worker (Tahir aur Umer) kam karte hain !

    main ne total Teen Worksheets banai hui hain (1) Daily Work (2) Umer (3) Tahir

    ab mujhe Account maintain karna hai ! jesay k umer ne koi kam kya to main ne daily ki aik worksheet banai hui hai main ne us main umer ka nam likha aur Rs likh dye magar main ne umer k nam ki aik aur worksheet bhi banai hui hai ab main chahta hun k main ne daily worksheet main jab umer ka nam likha to wo automatically umer ki worksheet main bhi transfer ho jaey ta k month k end main jab accounts check kya jaey to mujhe ye pata chal sakay k kis banday ne kitna kam kya !


    Shukria Janab

  6. #6
    Join Date
    21 Nov 2008
    Age
    37
    Posts
    32
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Quote syar said: View Post
    salam::
    apni sample sheet attached kar dain. YA SCREEN SHOT DAIN

    REGARDS
    Quote CatFtp said: View Post


    Umar Bahi pehlay to aap yeh batain kay aap sirf kuch data dusri sheet par copy karna chahte hian ya pehli sheet par jo kaam ho raha hai woh sare ka sare dusri sheet par jay..?

    agar aap specific cell ka data dusri sheet par lay jana chahte hain to is ka aik asan hal jis sheet main data transfer karna hai wahan jaa kar us specifc cell main = ka button press karain aur phir mouse kay zariay us sheet main ajain jahan say data bhaijna hai aur us cell par click kar dain jis ka data bhaijna hai.

    dusra tareeqa yeh kay aap pehli sheet kay un cells ko copy karain aur dusri sheet main ja kar paste special wali option main jain aur wahan paste link par click kar dain. is tarah aap sheet1 main jo bhi data type karain gay wo sheet2 main chala jay ga.

    Quote malikwaqas said: View Post

    waslam bhai G

    apni dusri sheet pe = likh k to pehli sheet me aky jidhar ka deta apko chahiy su area me click kary, wo inshallah khud ba khud update ho jaya kary gi

    Allah hafiz









    Thanx aap ne mujhe reply kya magar jis tarah CatFtp aur Malik Waqas bhai ne kaha k dusri sheet main = laga ker first sheet par jahan se data uthana hai wahan click karo ! magar bhai main aap ko thora tafseel se bata hun k main kya chahta hun ! q k bhai main kafi din se ye karne ki koshish kar raha hun magar ho hi nahi raha !


    bhai dekho main ya chahta hun !

    jesay k meri aik composing & Grafix ki office hai ab mere pas do worker (Tahir aur Umer) kam karte hain !

    main ne total Teen Worksheets banai hui hain (1) Daily Work (2) Umer (3) Tahir

    ab mujhe Account maintain karna hai ! jesay k umer ne koi kam kya to main ne daily ki aik worksheet banai hui hai main ne us main umer ka nam likha aur Rs likh dye magar main ne umer k nam ki aik aur worksheet bhi banai hui hai ab main chahta hun k main ne daily worksheet main jab umer ka nam likha to wo automatically umer ki worksheet main bhi transfer ho jaey ta k month k end main jab accounts check kya jaey to mujhe ye pata chal sakay k kis banday ne kitna kam kya !


    Shukria Janab

  7. #7
    malikwaqas's Avatar
    malikwaqas is offline Senior Member+
    Last Online
    5th July 2015 @ 09:39 AM
    Join Date
    30 Nov 2009
    Location
    Gujranwala
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,131
    Threads
    37
    Credits
    960
    Thanked
    103

    Default

    Quote Umer190 said: View Post


    Thanx aap ne mujhe reply kya magar jis tarah CatFtp aur Malik Waqas bhai ne kaha k dusri sheet main = laga ker first sheet par jahan se data uthana hai wahan click karo ! magar bhai main aap ko thora tafseel se bata hun k main kya chahta hun ! q k bhai main kafi din se ye karne ki koshish kar raha hun magar ho hi nahi raha !


    bhai dekho main ya chahta hun !

    jesay k meri aik composing & Grafix ki office hai ab mere pas do worker (Tahir aur Umer) kam karte hain !

    main ne total Teen Worksheets banai hui hain (1) Daily Work (2) Umer (3) Tahir

    ab mujhe Account maintain karna hai ! jesay k umer ne koi kam kya to main ne daily ki aik worksheet banai hui hai main ne us main umer ka nam likha aur Rs likh dye magar main ne umer k nam ki aik aur worksheet bhi banai hui hai ab main chahta hun k main ne daily worksheet main jab umer ka nam likha to wo automatically umer ki worksheet main bhi transfer ho jaey ta k month k end main jab accounts check kya jaey to mujhe ye pata chal sakay k kis banday ne kitna kam kya !


    Shukria Janab
    Aslamualyqum bro

    please ap esa kary k apni work sheet mujhys send kar de me inshalla check kar k apko reply kar du ga
    ye mera email id he es me send kar de
    waqasa@alnahooda.com

  8. #8
    syar is offline Advance Member
    Last Online
    14th March 2024 @ 07:49 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Nowshera(KP)
    Age
    47
    Gender
    Male
    Posts
    882
    Threads
    9
    Credits
    548
    Thanked
    340

    Default



    Agar aap date wise activity dalte hain aur us k sath employee k name hota ha tu phir sheet 2 ya 3 m aap daily date lekhain aur vlookup ka function istimal karain aap k masla hal ho jae ga. Agar aap kisi k keye howe kam/sale k sum chahte hain tu sumif k function istimal karain.

    Behtar hoga k aap apni sheet jis m sample data ho k kam se kam 10 rows k data attched kar dain taka data k layout k azdaza ho tu phir aap ke sahee help kar sakain ge. Ya screen shot da dain.

    regards

  9. #9
    Ganxtr's Avatar
    Ganxtr is offline Advance Member
    Last Online
    5th July 2019 @ 09:15 AM
    Join Date
    15 Nov 2009
    Location
    CRIME CITY
    Posts
    1,740
    Threads
    18
    Credits
    83
    Thanked
    100

    Default

    Nice help

  10. #10
    Sultana's Avatar
    Sultana is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2022 @ 02:49 PM
    Join Date
    02 Feb 2009
    Location
    ☼☼&
    Gender
    Female
    Posts
    36,591
    Threads
    1438
    Credits
    1,255
    Thanked
    4214

    Default

    Excel Course From Zaara سے مووڈ

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •