mery pas tp link ka wire less router hai 150 range wala .ap ko pta to hai k aaj kal light kitni ja rahi hai to jab b light aati hai to light aany k bad router chal to jata hi par us pe net 15 ya 20 min k bad chalta hi kya koi bta sakta hai k ye kya problem hai. kya kisi aur k sath b asa hota hai????????
Bookmarks