Kiya koi expert yeah bta sakta hai?
Mujhe aik adad phone khareedna hai, jo touchscreen b ho aur us ki screen pay QWERTY keyboard ho, jaisa Computer ka keyboard hota hai?
Aksar China kay mobile aisy he hotaya hain lakin mujhe kisi brand may chahiyee?
Nokia main aisa ek phone hai to sahi Nokia 5800 XM, Lakin yeah thora mehnga hai!
Bus mujhe ek aisay phone kay baray may btaiyee, jo touchscreen ho, on screen QWERTY keyboard ho msgs likhnay kay liye, lakin China ka na ho!!
Umeed karta hoon, main apni problem samjha chuka hoon!
Bookmarks