Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 16

Thread: Pakistani every people sharam karo yeh article iss liya yahaan per write kar raha ho

  1. #1
    Lyari is offline Member
    Last Online
    4th May 2010 @ 07:33 PM
    Join Date
    06 Mar 2010
    Posts
    84
    Threads
    43
    Thanked
    5

    Default Pakistani every people sharam karo yeh article iss liya yahaan per write kar raha ho

    SALAM SIR;

    PAKISTANI EVERY PEOPLE SHARAM KARO YEH ARTICLE ISS LIYA YAHAAN PER WRITE KAR RAHA HOON KAY YEH WEBSITE PAKISTANI KII NO1 WEBSITE HAIN
    AGER KISII NAI YEH ARTICLE DELETE NAHI KARNA PLEASE AAP KA THANKS HOGA BOHAT SIR!YEH KAAB HOGA YEH WALAY KAAM PAKISTAN MAI?
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    sx1001's Avatar
    sx1001 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd October 2022 @ 07:03 PM
    Join Date
    23 Dec 2007
    Location
    karachi/liaqtabad
    Age
    44
    Gender
    Male
    Posts
    1,963
    Threads
    60
    Credits
    69
    Thanked
    60

    Default

    i agree
    pakistan ka nizam tab hi sahi rastay par chal sakta hay jab hamaray hukmaran islami nizaam ko sachayee kay saath faroogh dain aur diyanat darii aam ho aur koi musalman jhoot na bolay aur islaam kay bataye hoi baaton par sakhti say amal kya jaye. magar afsoos ham in sab baaton say buhut door nikal gaye hain isi liya aaj hum ko pareshanion nay ghera hoa hay aur ghareeb ghareeb tar aur ameer ameer tar hota ja raha hay.aap ki is baat main buhut zyada sachaye hay kay apna pora karnay kay liya dosray ko laat marna parti hay aur ho bhi yahi raha hayab dekhna yeh hay kay anjaam kya hota hay.

  3. #3
    zainbutt15's Avatar
    zainbutt15 is offline Advance Member
    Last Online
    7th February 2023 @ 11:20 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    New York U S A
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    5,007
    Threads
    29
    Credits
    86
    Thanked
    485

    Default

    Excellent Sharing

  4. #4
    mdsaqibsana is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd March 2015 @ 09:37 PM
    Join Date
    16 Oct 2009
    Location
    JEDDAH
    Posts
    301
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    37

    Default

    Dear Lyari
    کالم نگار نے اسے بے باکی سے لکھا اسے تہہ دل سے سلام لیکن اسے آپ نے آٹی دنیا کی زینت بنایا آپ کو بھی شاباش۔۔۔
    لیکن کیا کیا جائے؟؟ پاکستانی عوام کو جب غیر ضروری بحث و مباحثہ سے فرصت ملے تو حقیقی موضوع پر بات کریں۔
    میرے خیال میں سب سے زیادہ بے وقوف جن قوموں کو میڈیا اور سیاسی جماعتوں سے بنایا ہے وہ پاکستانی قوم ہی ہیں۔
    اب تو اللہ ہی خیر کرے۔

  5. #5
    mr_gooogle is offline Senior Member+
    Last Online
    26th September 2020 @ 11:44 PM
    Join Date
    01 May 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    121
    Threads
    4
    Credits
    1,119
    Thanked
    2

    Default

    Allah hum sab k hal pe rahem farmay Ameen....

  6. #6
    Lyari is offline Member
    Last Online
    4th May 2010 @ 07:33 PM
    Join Date
    06 Mar 2010
    Posts
    84
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    Thanks for reply me to my article but yeh aap ka baat bohat bad hain kay aap kuch nahi kar sakta hain aap ko sub kuch kar sakta hain sir wait karo main aur write karna walay hoon iss baat per joh aap nai bol raha hain kay aap kuch beee nahi kar sakta hain

  7. #7
    Lyari is offline Member
    Last Online
    4th May 2010 @ 07:33 PM
    Join Date
    06 Mar 2010
    Posts
    84
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    government of pakistan aap kay vote se banaya kartii hain aur aap kay tax dena kii wajay se yeh iss ka ghar banaya jata hain.election 2008 mai vote jis nai deya? hain yeh mera sawal ka answer kon deya kar sakta hain?election 2008 mai ager aap vote nahi deya kartey tha tu per goverment kiasay ban sakta tha? duniya ka media pakistan kay election 2008 ko watch kar raha tha.woh duniya ka media bolta kay aaj pakistan kay kisii people nai vote iss liya nahi deya hain kay pakistan mai joh maslaa solve nahi hota hain kyun hum siasat karna walay ko vote deya kartey hain iss kii kiya wajay hain?kiya yeh people aap kay father or relative hain joh vote se goverment mai ayaa kartey hain aur per pakistani people kay korii maslaa solve nahi kartey hain.

  8. #8
    Lyari is offline Member
    Last Online
    4th May 2010 @ 07:33 PM
    Join Date
    06 Mar 2010
    Posts
    84
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    aur bee write karogaa wait karo

  9. #9
    Join Date
    17 May 2009
    Location
    city of darkness
    Age
    33
    Posts
    2,518
    Threads
    63
    Thanked
    232

    Default

    great work

  10. #10
    Lyari is offline Member
    Last Online
    4th May 2010 @ 07:33 PM
    Join Date
    06 Mar 2010
    Posts
    84
    Threads
    43
    Credits
    0
    Thanked
    5

    Default

    thanks for reply me aur kuch bol sakta hain iss article per?

  11. #11
    Waheed Murad's Avatar
    Waheed Murad is offline Senior Member+
    Last Online
    26th November 2016 @ 10:43 PM
    Join Date
    27 Jan 2006
    Posts
    102
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    Article likhne wala Hasan Nisar bazate e khood "friendly" opposition se ta alluq rakhta he....Oos ka ta alluq genuine opposition se naheen he.....
    jis inqilab ka zikar article mein kiya gaya he, ye koi dunya ka pehla inqilab naheen he.....is se pehle kitne inqilab russia, china or jane kahan kahan aa chuke hein....in inqilabon se mutaasir ho ker kabhi india ya pakistan mein koi inqilab aya....????
    pakistani qaum ki nafsiyat doosri he...munafiqat, begherti,roopay ki pooja, khooshamad or sir jhuka ker jeenay ki riwayat itni purani or gehri he ke is ke itni jaldi badal jaane ki koi umeed naheen.
    ziyada se ziyada jo hoga wo ye ke hukmuran tola badal jaega ....hukumat bazahir apne aghraz o maqasid badal le gee....ho sakta he koi dikhawe ka islami inqilab yehan bhi aa jaey or bus magar awam ki oos mein bhi kuch na chalegi.....

  12. #12
    faraz101's Avatar
    faraz101 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th August 2020 @ 11:06 AM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    mujhe khud nahin pata
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    1,318
    Threads
    48
    Credits
    1,198
    Thanked
    96

    Default

    yahan per ijtimai gherao ki zaroorat hai.sirf pre3sident house aur president house ka gherao kafi nai balke charo sobai asseblies aur qomi assembly ka aur aik aur muqaddas jaga jis ka main naam nai loon ga.in sub ka gherao ker ke kergezistan jaise inqilab lana chahiye.aur in ****** logon main se aik ko nai bachna chahiye. tabhi is mulk ke halat darust hon gay werna aap kuch bhee ker len.......

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 2
    Last Post: 15th March 2010, 07:43 PM
  2. Replies: 6
    Last Post: 14th March 2010, 10:47 AM
  3. Happy News For All Pakistani People Kay Liya Hain.
    By faridak185 in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 1
    Last Post: 14th July 2009, 08:10 PM
  4. Replies: 8
    Last Post: 13th July 2009, 12:51 AM
  5. Replies: 3
    Last Post: 13th June 2009, 09:04 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •