bahio salam ka bad ap se madad ke darkhuwasat ha problem ya hai ka leptop ma jab window karty hain to wo sahi chaltaa hai jab us ko shutdown ka bad dobara on karain to jo start karty he windows xp likha howa aata ha wahi khara rahta aagy nahi jata 3 ya 4 bar window ki ha yahi masla deta cd bhi tabdel ki phir wesa he hota ha plz help
Bookmarks