ager kisi ki 1st year main 2 supply a gai ho to kya wo Engineering k liye University main kya apply kar sakta hai
ager kisi ki 1st year main 2 supply a gai ho to kya wo Engineering k liye University main kya apply kar sakta hai
Kiu Nahi Kar Sakta Bilkul Karsakta Hai Waise Inter Main Kia Grade Banatha
Bilkul kr sakta hai
Supply k pass kre or phir
Engineering university k test pass kre
FSc me 60% marks lazmi hain
Agar nahin hain to phir Merit pr admission nahin hoga
Self pr admission mil jae ga magar iska kharcha zara ziada hoga
Bookmarks