Shazad bhai nee itne ulte ulte sawaal puchey han.
Toba toba.
Kuch jhalkeya.
Andey ki zardi zard kyun hoti hai wah wah wah'
dunya goal kyun hai wah wah wah.... Kyun k fotbal goal hota hai.
Prindu k par sar aour baal kyun hote hain wah wah
tumhare sar par do cror baal kyun hain wah g wah.
Lov merriage karo gay ya arrange. Is sawal ne mughe aour b parishan kar dia....ARANGAE KYUN?
Galenda gadas koun hai'? Wah g wah.
Dunya kahan khatam hoti hai.wahan jahan sa samandar shuru hota hai.....
Abi to 1st inng ka trial baki hai. 2nd inning hum thori na shuru hone dain gay.
To Kab Aa Rahe Hain Jawabat...?
Bookmarks