Meray pass 1 mb ptcl dsl laga hua hai.Yeh connection mainay aik doosray dost kay sath share kia hua hai.Masala yeh hai kai mera dost har waqt torrents download karta rehta hai jisay mery internet speed bhut kam ho jati hai .Kia koi aisa software ya tareeka hai kay main dsl ki speed ko control kar sakoon
Ptcl modem bhi meray ghar laga hua hai aur networking switch bhi
Bookmarks