Hi Friends...
Mujhey Koi yeah bataye kay..
mere uncle america main hotay hain onho ne wahan aik DATA STORAGE liya hai aur os main data rakha hai ab main wo data apne computer main open kar leta hoon par osko download karne k liye kafi waqat lagta hai kya koi tarika hai FAST downloading ka..
Ya phir koi esa software jo file ko compress karke oski kam se kam capicty kar day....
Os device ka naam hai netgear mystora.. wo data 100 gb tak hai.. main osko aik saath download karna chahta hoon PLZ help me...