Page 6 of 14 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast
Results 61 to 72 of 167

Thread: سینئرممبرمحسن شاہ کوجانے

  1. #61
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Smile

    Quote IT.BOY said: View Post
    Great mohsin dost

    Bohat Shukriya Dost

  2. #62
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Default

    Bohat Shukriya Zeshan Ke Aap Ne Mere Liye Time Nikala Aur Itne Achey Aur Dilchasp Sawalaat Kiye Hein....

    2 din bad aaj onlin ehoa hon.. Taboyat kuch Theek Nahi..

    Is LIye Mein Aap Ko Roman Urdu Me Jawaab De Don ga Umeed hay Ke Aap Ko Bora Nahi Lage Ga

    Thank You

  3. #63
    Join Date
    30 Jan 2010
    Location
    Aankhon Ki Gehri Jheel Main
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    4,357
    Threads
    91
    Credits
    1,068
    Thanked
    376

    Default

    Quote Mohsin Shah said: View Post
    Ali Akbar Baaz A Jao Aap
    Bohat Khoob hahaha
    [CENTER][SIGPIC][/SIGPIC][/CENTER]

  4. #64
    IT.BOY's Avatar
    IT.BOY is offline Senior Member
    Last Online
    17th November 2017 @ 12:13 PM
    Join Date
    26 Dec 2007
    Location
    *MAA KI AGOOSH*
    Gender
    Male
    Posts
    28,374
    Threads
    651
    Credits
    998
    Thanked
    3079

    Default

    zeeshan kuch sans tu le letey dost
    [FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]

  5. #65
    Join Date
    30 Jan 2010
    Location
    Aankhon Ki Gehri Jheel Main
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    4,357
    Threads
    91
    Credits
    1,068
    Thanked
    376

    Default

    Quote IT.BOY said: View Post
    zeeshan kuch sans tu le letey dost
    sirf 15 din to hotay hain brother. or b log question karna chahtay hain. So isi liya dusron ka sochtay huway maine jaldi puch liya becoz abhi shehzad bhai nay question puchnay hain jo k sirf 3,4 main nahi diya jatay Samajh aai brother. Woh jab marzi jawab dain Un ki marzi

  6. #66
    Join Date
    30 Jan 2010
    Location
    Aankhon Ki Gehri Jheel Main
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    4,357
    Threads
    91
    Credits
    1,068
    Thanked
    376

    Default

    Quote Mohsin Shah said: View Post
    Bohat Shukriya Zeshan Ke Aap Ne Mere Liye Time Nikala Aur Itne Achey Aur Dilchasp Sawalaat Kiye Hein....

    2 din bad aaj onlin ehoa hon.. Taboyat kuch Theek Nahi..

    Is LIye Mein Aap Ko Roman Urdu Me Jawaab De Don ga Umeed hay Ke Aap Ko Bora Nahi Lage Ga

    Thank You
    ALLAH tum ko sehat day brother. Thanks Alot. aap chahay 2,3 din main do. aap k liya riyayat hay

  7. #67
    SEHAN's Avatar
    SEHAN is offline Senior Member+
    Last Online
    9th May 2012 @ 11:52 AM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    2,158
    Threads
    49
    Credits
    1,070
    Thanked
    146

    Default

    Hmmmmmmmmmmmmmmm Nice Yar
    Kaya Bat hay Ap ki
    Mujhy nahi pata tha ap k bary mein itna....!
    hmmmmmm Bary Chupay Rustam ho ap....! hmmm
    khar Allah Ap Ko Labiiiiiiiiiiiiiiiiiiii Hayatiiiiiiiiiiii Day
    or Sab ghar waloon ko KHUSH rakhny Ki tofiq Day
    Ameen

  8. #68
    *ESHA*'s Avatar
    *ESHA* is offline Advance Member+
    Last Online
    15th December 2019 @ 12:01 PM
    Join Date
    29 Mar 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    32
    Gender
    Female
    Posts
    10,158
    Threads
    536
    Credits
    78
    Thanked
    164

    Default

    nice sharing

  9. #69
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Smile

    Quote zeshan_umar_ali said: View Post
    السلام علیکم محسن بھائی
    کیسے مزاج شریف ہیں آپ کے؟ کیسا لگ رہا ہے انٹرویو سیکشن میںِ؟
    گبھرائیے مت میں شہزاد اقبال نہیں ہوں (ہنستے ہوئے)
    چلو میں شروعات کرتا ہوں آپ کے پسندیدہ مشغلے گیمز سے جی ہاں
    ویسے 2 رینک ہیں*آپ کے پاس اگر میں کھیلوں تو چھین لونگا
    مگر اتنا وقت نہیں ہوتا ـ( مسکراتے ہوئے)
    چلیں سوالات شروع کرتے ہیں
    1. گیمز کا شوق کب اور کیسے پڑا ؟
    2. مجھے یقین ہے کے بچپن کا ہو گا اسی لئیے آکریڈ کنگ ہیں
    3.گیمز کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ ؟بچپن کا؟
    4. کبھی گیمز شاپ پر کسی لڑکے سے ہاتھا پائی ہوئی؟ کیا پٹائی ہوئی تھی سچ بتانا
    5- کیا آپ ایک اچھے پلیئر تھےِ؟
    6. آئی ٹی میں جب اپنا رینک کنگ دیکھتے ہو تو کیسا لگتا ہے؟
    7. کیا خود کو ایک سلطنت کا بادشاہ محسوس کرتے ہو؟
    8. آپ کو کس سے خطرہ ہے؟ مطلب کون آپ سے یہ رینک چھین سکتا ہے؟ِ
    9. گیمز کے جنون میں کبھی ماں باپ سے مار کھائی ہے؟ کتنی بار سچ سچ بتانا.
    10. آکریڈ بورڈ میں آپ کی پسندیدہ گیمز؟

    WSLM::

    Tabiyat Ab Kuch Theek Hay.. Interview Bohat Acha Lag Raha Hay Aur Bohat Maza A Raha Hay.. Wasie Aap Meri Gair Majudgi Me Meri Games Jeet Rahe Hein... Chalain Koi Baat Nahi... Aap Ke Sawalon ke Jawaab Ki Taraf Ate Hein... Sawalon ke Numbers ke Sath Sirf Jawaab Likh Raha Hon...

    1, Games ka Shoq Bachpan se Hay Kasiey Shoq Para Yeh Yaad Nahi

    2, Bilkul Bachpan se Hi Bohat Shoq Hay Games ka Aur Cricket Ka

    3, Games ke hawaley se koi khaas tu nahi per aik bata deta hon ke street fighter mujhe bohat achi tarah se khailni ati thi aur hamre paas joystick hotey they mein apne Bhai ko kabhi nahi jeetne diya aik din Bhai ko haraya tu Bhai ne Gyssa se Joystick hi tor diye...

    4, Nai Yaar mein ne aaj tak kisi se Jhagra nahi kiya... Kabhi Hatha Pai Nai Hoi kisi se

    5, Mein Abhi Bhi Games ka Aur Cricket Ka Bohat Acha Player Hon

    6, Pehle Bohat Acha Lagta Tha Apna Rank Dekh ker Tab Muqabla Bhi HOta Tha Members ke Sath Magar Ab Kuch Khaas Nahi Ab Muqabla Bhi Nahi Hay Aur Members Cheating Bhi Kerte Hein

    7, Bilkul Bhi Baadsha Mehsos Nahi Kerta

    8, Sehan Aur Masoom se Khatra Hay magat Abhi Dono hi Kuch Busy Hein Meri tarah

    9, Games Ki Waja Se Ammi Abby Se Maar Tu Nahi Magar Jhirkiyan Bohat Parti Thien

    10, Passandeda Games Bohat Si Hein... Blast Billards, Gold Miner, Ping Pong, Alpha Bravo Charlie... etc etc

  10. #70
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Smile

    Quote zeshan_umar_ali said: View Post
    11. زندگی میں*خود کو کس مقام پر پاتے ہیں؟
    12. اتنی زندگی گزارنے کے بعد کیا سوچتے ہو؟
    13. کس چیز کی کمی محسوس ہوتی ہے؟
    14. کس چیز کی تمنا ہے؟جس کی خواہش آپ کو چین سے نہیں بیٹھنے دیتی؟
    15. اگر مل جائے تو اپنی خوشی کا اظہار کیسے کرو گے؟*ڈانس کر کے؟*ڈھول بجا کر یا پھر....؟
    چلیں اگر ایسا ہے تو میں*آپ کے لئے دعا کر دیتا ہوں.
    16. دوستی کے بارے میں*آپ کیا کہتے ہو؟
    17-دوستوں کو اپنی زندگی میں کیا مقام دیتے ہو؟
    18. دوست کیا ہیں؟
    19.کچھ کہتے ہیں محبت زندگی ہے اور کچھ کہتے ہیں*کے زندگی دوستوں میں*ملتی ہے .
    آپ کیا کہتے ہو؟ دونوں کی وضاحت کریں.
    20. 1 ہسپتال میں 2 لوگ ہیں*دونوں کو آپ کی ضرورت ہے لیکن آپ کو ایک کی زندگی بچانی
    ہے ایک وہ ہے جس کو آپ چاہتے ہیں* اور ایک وہ ہے جو آپ کو چاہتا ہے . آپ کس کو بچائیں گے؟

    11, Abhi Apni Zindagi ke Muqaam Ko Samjh Nahi Paya

    12, Itni Zindagi Guzaarne ke Baad Yahi Sochta Hon ke Mein ne Apni ZIndagi ALLAH Ke Hukum ke Mutabiq Nahi Guzaar Saka.. ALLAH Mujhe Ainda Aaney Wali Zindagi Me APNA Sacha Banda Ban,ne ki Taufeeq Ata Kare...Aameen

    13, Sach Bataon Tu Abhi Mujhey Aik Achi Si Hob ki Kami Hay

    14, Phir Kahon ga Ke Aik Achi Si Job ki Tamanna Hay Aur issi ke Liye Struggle Ker raha hon

    15, Agar Mil Gai Tu Waqiyee Mein Dance Ker ke Khushi Ka Izhaar Keron ga Bahir Nahi Ghar me Dance keron ga.. Aur Plz Dua Zaroor Kerma

    16, Dosti... Dost Wahi Hay Jo Aap Ko Samjh Sakey jo Aap ke Achey Aur Borey Waqt Me Aap ke Sath Rahey... Aap Ko Kabhi Disheart Na Kare Hamesha Aik Umeed ban Ke Aap ke Stah Rahey ... Yahi Dosti Hay

    17, Bohat Acha Muqaam Hay Doston Ka

    18, Dost aap ke Dil ki Awaaz Hain.. jo Baat Aap Apney Bhai se Nahi Ker Sakte Woh Baat Aap Apne Achey Dost Se Ker Sakte Ho... Acha Dost Aik Naimat se Kam Nahi

    19, Muhabbat Zindagi Hay.. Waqiyee Muhabbat Zindagi Hay Jab Tak Ke Aap ki Muhabbat Pakeeza Hay.. Muhabbat Chahe Aap ko apni Maa se hay baap se bhai se behan se in se Muhabat kiye Bagiar aap ki Zindagi me Sakoon Nahi A Sakta.... In se Muhabbat hay tu Aap Ki Zindagi Sahi Maano me Zindagi Hay.. Zindagi Doston me Milty Hay.. Mein Nahi Maanta ... Kisi Aik Dost se Mil Ker jo aap ke Bohat Close Ho Best Friend Ho Usay Aap Zindagi Kah Sakte Ho Magar Zeyda Doston me Zindagi nahi hosakti Meri Nazar me

    20, Mein Usay Bachaon Ga Jo Mujhey Chahta Hay... Ab Yeh Na Pochna ke Keyon..???

  11. #71
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Smile

    Quote zeshan_umar_ali said: View Post
    21.کچھ لوگ محبت کو فراڈ اور دھوکہ کہتے ہیں. آپ کی نظر میں محبت کیا ہےِ؟
    22. اگر آپ کو کسی سے محبت ہو جائے تو کیا کرو گے؟ اگر ہو چکی ہے تو کس طرح
    لظہار کیا تھا.
    23. ماں اور باپ ہمارے لئے کیا اہمیت رکھتے ہیں؟
    24. بھائی اور بہن کا پیار کیسا ہے؟
    25. ماں سے زیادہ پیار ہے یا پھر باپ سے؟
    26. گھر میں کون زیادہ لا ڈاٹھاتا ہے؟
    27. ماں اور باپ کے لئے کچھ ڈیڈیکیٹ کرنا پسند کرینگے؟
    28. پاکستان کے بارے میں کیا جذبات رکھتے ہیں؟
    29.آپ کیسے پاکستانی ہو؟ سچے ہو یا پھر؟
    30. پاکستان کے لئے کیا کچھ کرنا چاہتے ہو؟
    31. آجکل پاکستان کی خارجہ پالیسی میں امریکہ کا عمل دخل ہے . آپ کیا کہتے ہو؟
    32. آجکل پاکستان میں خودکش حملے بہت ہو رہے ہیں. آپ کے خیال میں کون ذمہ دار ہے؟
    33. حکومت طالبان کا نام لے رہی ہے. آپ کا کیا خیال ہے؟
    34. میرے خیال میں شعیب ملک اور ثانیہ مرزا کی شادی کوئی اتنا بڑا ایشو نہیں تھا جتنا بنایا گیا ہے

    21, Mein ne Jasie Ke Pehle Kaha Hay Agar Aap ki Muhabbat Aur Aap ki Nazar Paak Hay Tab Tak Yeh Muhabbat Bohat Hi Khoob Soorat Jazba Hay... Magar Aaj Kal yeh Bohat Kam Rah Gai hay.. Aaj Kal Sirf Time Pass Aur Fashion Hogeya hoa hay

    22, Meri Muhabbat Sirf Meri Biwi Ke Liye Hogi

    23, Maa Baap.... Jo Apne Maa Baap ki Qadar nahi Kerta Usay Dono Jahano me Sakoon nahi Miltya... Mere Liye Mere Maa baap Sab se Zeyada Aziz hein Aur Koi Nai.. Mere Nazdeek Bohat Ahmiyat hay in ki..

    24, Bhai Behan ka Peyar Bohat Acha hay.. Agar in se Peyar nahi hay tu Aap ki family makamal nahi hosakti ...

    25, Abbu Se Bhi Peyar Hay Magar Jasie ke Sab Ko Hota hay Mujhe Bhi Apni Ammi Se Bohat Bohat Peyar Hay

    26, Ammi Aur Baaji Bohat Laad kerti hein

    27, Maa Baap ke Liye Dedicate.... Dedicate keya Kerna Hay mein ne.. Bas meri Dua Aur Meri Khawish Hay ke Mein Apne Maa Baap Ko Hajj Ya Umra Kerwa Sakon.. ALLAH Meri Yeh Aarzoo Pori Kare.. Aameen

    28, Pakistan Zindabaad.... Pakistan pe Mein Pora Essay Likh Sakta Hon.. I Love Pakistan.. Chahe yahan Bohat Kuch Kharab Hay Magar Pakistan ke Liye Meri Muhabbat ka Is Baat Se Andaza Laga Sakte Ho Ke Mein ne Kabhi Pakistan Chorney Ya Kisi Aur Country me Ja Ker Job kerne Ka Socha hi Nahi...

    29, Sacha Pakistani Hon

    30, Pakistan ke Liye Bohat Kuch Kerna Chahta Hon Agar Moka Mila Tu...

    31, Bohat Zeyada Amal Dakhal hay America ka.. yeh Jo Aye Din Missile Hamley Horahey Hein Wazirstan me.. Agar mere bas me Hotu Pak Fizaiya ko Hukum Don ke Yeh Daroans Ko Maar girao

    32, Kisi Had Tak Pakistani Govt bhi Zimmadaar hay Suicide Blasts me aur Kuch Zimadaari Logon ke Kam Emaandaar Hone Per bhi Hoti hay

    33, Agar Kisi Tarah Se Bhi America Afghanistan se Chala Jaye tu Pakistan me Bhi Sakoon Aur aman Hojaye ga.. Phir Yeh Taliban bhi Kuch Nahi Karain ge Pakistan me

    34, Mere Kheyal se Shoaib Sania wala issue Tab Tak Tha Jab Tak Ayesha is me Rahi Hay us ke Nikal jane ke Baad Waiye yeh Koi Bara Issue Nahi Tha

  12. #72
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Smile

    Quote zeshan_umar_ali said: View Post
    35. ڈاکٹر عافیہ صدیقی کے لئے حکومت جو کوششیں کر رہی ہے
    کیا آپ مطمئن ہیں؟
    36. میڈیا نے دونوں کی شادی کو بہت اچھالا.اگر یہی کوششیں
    ڈاکٹر عافیہ صدیقی کے لئے کی جاتیں تو ؟
    37.موجودہ حکومت کی خارجہ پالیسی سے کس حد تک مطمئن ہیں؟
    38.آج کل پاکستان کو بہت سے مسائل درپیش ہیں. آپ کی نظر میں ان کا کوئی حل؟
    39. کیا قر ضوں کی مدد سے ہم ملک کی معشیت کو سنبھال سکتے ہیں؟
    40. بینکوں کے نظام سے کس حد تک مطمئن ہیں؟

    35, Bilkul Bhi Satisfied Nahi Hon... Dr Afia ke Liye Govt Kuch Bhi Nahi Ker Rahi

    36, Mere Kheyal se Agar Sirf Media Hi Dr Afia ke Liye Awaaz Uthaye ga tab Bhi Kuch Nahi Hona Jab Tak ke Govt hi America ke Aagey Jhuki Rahey..

    Mere paas Is Ka Easy Sa Solution Hay Aur Yeh Tab Hi Kaar Amad Hay Jab Ahamri Govt Sachi Aur Himmat Waali Ho... Shayed Aap ko meri Soch Ajeeb lagey Agar Pakistani Agency America ke Kisi Bhi Agency ya Political Worker Ko Agwa ker Le Us pe Koi Elzaam Laga Ker Jail Bej De... Tab Aap Soda Ker Sako gey.. Warna Kuch Nahi Hona.. Aur yeh Sab Is Govt ne Tu Kerna Nahi

    37, Bilkul bhi Satisfied Nahi hon.. Pakistan ko China Aur Iran Se Apni Dosti Barhani chahiye aur America ko side pe Lagate Rahna chahiye..

    38, Sirf Aik Acha Aur Sacha Musalman Aur Leader Quaid e Azam Ki tarha Ka chahiye Pakistan ke masaail Theek Kerne Ke Liye....

    39, Na Jee Pakistani Ki Economy Tu IMF Aur World bank Ki Waja Se Tanzali Ka Shikar hay... Abhi IMF ke kahne pe tu Aap ki Govt ne Bijli Ki Fi Unit qeemat barha di hay... Yaar Pakistan me Keya Kuch Nahi Hay.. ALLAH Ke Fazal Se Sab Kuch Hay... Yeh Bijli Ka Tu Koi Masla Hi Nahi Agar sahi tarah se Face kiya jaye tu.. Abhi Se Dam banana start karain tu 5 saal tak aap ke paas Bijli hogi.. Koylay se Gas se Bhi Bijli Paida hosakti hay.. Magar Hamari Aur Pakistan ki Bad Qismati Rahi Hay ke Hame Koi Acha Leader Nahi Mil Saka

    40, Banks Ka Keya Kahon yaar.. Koi kahta hay Sood Interest Hay Koi Kahta Hay Theek Hay... Fifty Fifty

Page 6 of 14 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 4
    Last Post: 8th April 2022, 10:46 PM
  2. Replies: 13
    Last Post: 9th December 2015, 08:23 AM
  3. Replies: 5
    Last Post: 16th March 2014, 12:30 PM
  4. Replies: 5
    Last Post: 29th June 2011, 02:20 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •