Assalam-o-Allaikum
Main Urdu Main Post Karne k liye jo attachments add karta hoon woh show nahin hoti. unhey phir edit main jaa kar wapis theek karna parhta hai lekin thorey dino baad wapis wohi masla aajata hai kyun...?

Aap [Attach]*****[/Attach]
Command Ko Use Na Karin
Manage Attachment Se File Upload
Kar Ke Post Kar Dain Image Khud Ba Khud
Show Hojaye Ga
bhai main koi commands use nahin karta. direct attach management se he upload karta hoon.
Bookmarks