Salam doston mera masla ya hai k mera monitor ne blinking shuru kar di hai me jub bhi apna moniter on karta hon to us ki start wali light blink karti hia or on nai hota phir 5 mint k baad on hota hai mera moniter lcd hai Dell me.
OR dosra masla ya k hai mera bhai ka pc low voltage py kaam karta hai lakin mera nai karta jub bhi voltage kum hoti hai bund ho jata hai.
plz mera in masail ka hull bta dein