Results 1 to 12 of 12

Thread: bhai koi meri help karega? yeh zindagi ke mutalliq hai pc ke mutalliq nahin.

  1. #1
    Leon's Avatar
    Leon is offline Advance Member
    Last Online
    6th June 2023 @ 05:52 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Posts
    2,458
    Threads
    150
    Credits
    1,528
    Thanked
    0

    Default bhai koi meri help karega? yeh zindagi ke mutalliq hai pc ke mutalliq nahin.

    Hamare ghar ke bahir kuch cats aur cats ke chote bacche hain mujhe pata karna hai ke kya yeh such hai ke jis ke ghar ke bahir billi ya billi ka baccha rota hai us ke haan koi marta hai to aap please meri help akrain hamari eik majboori hai hum unhain hata bhi nahin sakte please help akrain, Shukria.

  2. #2
    imran786leo is offline Senior Member+
    Last Online
    10th September 2017 @ 01:43 PM
    Join Date
    09 Dec 2006
    Age
    41
    Posts
    319
    Threads
    12
    Credits
    1,019
    Thanked
    0

    Default

    i don`t no

  3. #3
    Laique Shah is offline Senior Member
    Last Online
    24th August 2009 @ 07:21 PM
    Join Date
    05 Feb 2007
    Location
    ITDunya
    Posts
    3,212
    Threads
    109
    Thanked
    0

    Default

    Janab moot ka aik din mukarar hay us kay liyee kisee cat waghara kay ronay ki zarorat nahee hotee..... ya saab fazool bataan haan.....

  4. #4
    Ayesha1's Avatar
    Ayesha1 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2007 @ 05:21 PM
    Join Date
    01 May 2006
    Posts
    388
    Threads
    34
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ye sab mehiz toohamaat hain...aisa kuch nhi hota...as a Muslim apko moot per yaqeen hona chahiye k us ka ek din mooqarer hai...or aise kia majboore hai k aap inhain hatta nhi sakty??

    haan ye baat sach hai k biili k is terha roonay sy akser insan bht khoof-zada ho jaty hain...is liye ap ko chahiye k inhain hata dain

    1 or baat k ager ye biili k bachy aap k gher k samny hi bary ho gay to phr kabhi b kaheen nhi jain gay..aap inhain chahy bht door b chor ayen to ye wapis aa jain gay....billi k mootaliq to ye baat bht famous hay k woh jahan baree hoti hai woh jaga kabhi nhi choorti...weasy ye meri b aazmaee hoi baat hai

  5. #5
    Leon's Avatar
    Leon is offline Advance Member
    Last Online
    6th June 2023 @ 05:52 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Posts
    2,458
    Threads
    150
    Credits
    1,528
    Thanked
    0

    Default

    Accha jee sab ka buhut shukria meri prob solve karne ke liye

  6. #6
    ~*SEEP*~'s Avatar
    ~*SEEP*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    7th March 2016 @ 07:32 PM
    Join Date
    13 Nov 2006
    Location
    Khawaboon Main ...
    Posts
    13,136
    Threads
    745
    Credits
    -20
    Thanked
    410

    Default

    Leon , Aap Woo Cat & Bachy Mujhy Dee doo
    I lOve Cats
    Waisay aap Na Roz
    Cats ko Paratha Khilaya Karoo
    Oon Ka khayal Rakha Karoo
    Oon Say poochoo kay kia problam Hay?
    Q Roti ho,I Hope agar aap Oon ki Care
    Karoo gay tu Woo nahi rooy gi

  7. #7
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    mein en cheezoo ko nahi manta
    MFA site not allowed, ITDunya team

  8. #8
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    in chezon ko manana bhi nahi chahye

    HAZRAT MUHAMMED(P B U H) ki hadees ke mutabiq

    "nahoosat kisi bhi cheez me nahi hoti"

    humare han aise kaye cheezen hen jo hum ne khud se garhen hen maslan

    ager billi age se guzar jaye to ise bhi manhoos samjha jata he

    ager admi kisi kam se ja raha ho aur use peechey se koi bulaye to ise bhi manhoos samjha jata he

    billi ke rone ki awaz sunayee de to ise bhi manhoos samjha jata he aur ullu ki awaz sunane per bhi aisa samjha jata he

    dodhh ke girne ko bhi manhoos karar dya he

    aur ye bhi kaha jata he khali qenchi nahi chalani chahye rat ko jharoo nahi dena chahye

    aur humare logon ne kaye cheezon ki alamat ko bhi zaher kia he jese

    dahne hath per kharish ho to pese milte hen

    aur ager bahine hath per ho to pese chale jate hen


    dahini ankh pharke to acha mana jata he

    aur bahini ankh pharke to bura


    chappel per chapper ho to safer ki alamat aur ghar ki chat per kawwa bethe to mehman ki amad ki alamt, cheenkh aye to koi ap ko yad kar raha he

    mere bhai is ke ilawa aur bhi buhet si oot patang baten hen ye sab hinduana qol hen aur humare eeman ki kamzori he

    ager in sab ko mana jaye to humara jeena dobhar ho jaye

    ALLAH TAALAHne humari taqdeer me jo kuch likh dya he

    wohi hoga billi ke age se guzar jane ya rone humari taqdeer nahi badal sakti


    taqdeeren badal jati hen duaaon ke asar se

    taqdeer ko sirf dua hi badal sakti he koi cat nahi



  9. #9
    Join Date
    10 May 2009
    Location
    Rawalpindi
    Posts
    962
    Threads
    131
    Credits
    841
    Thanked
    19

    Default

    nice sharing yar thanks

  10. #10
    wasim697's Avatar
    wasim697 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th March 2010 @ 07:21 PM
    Join Date
    10 Jul 2008
    Posts
    704
    Threads
    28
    Credits
    598
    Thanked
    3

    Default

    Dekho BHAIYO!

    PAKISTAN mai ek kahawat hay K JIS GHAR KI CHHAT PER KAWWAA BOLAY TO US GHAR MAI KOI MEHMAN ANAY WALA HAY.

    Lekin KAWAY K chhat per bolnay k mutaliq BANGLADESH mai kahawat hay K JAB KAWWAY CHHAT PER BOLAY TO KOI MUSEEBAT ANAY WALI HAY.

    Ab aap khud hi soch lain k kya haqeeqat hay or kiya nahi!

    Waisay mera khayal hay k ye haqeeqat nahi hay. Kun K ye koi unversal truth nahi hay, har jaga alag matlab liya jata hay.
    A Few Days left In IT Dunya.Com of MINE!!!ALLAH HAFIZ!

  11. #11
    Fahad_997's Avatar
    Fahad_997 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th December 2009 @ 04:48 PM
    Join Date
    15 Feb 2009
    Location
    Heart of Pak,,L
    Age
    36
    Posts
    2,758
    Threads
    79
    Credits
    822
    Thanked
    31

    Default

    Quote ~*SEEP*~ said: View Post
    Leon , Aap Woo Cat & Bachy Mujhy Dee doo
    I lOve Cats
    Waisay aap Na Roz
    Cats ko Paratha Khilaya Karoo
    Oon Ka khayal Rakha Karoo
    Oon Say poochoo kay kia problam Hay?
    Q Roti ho,I Hope agar aap Oon ki Care
    Karoo gay tu Woo nahi rooy gi
    I like urr comments...

  12. #12
    khizer's Avatar
    khizer is offline Senior Member
    Last Online
    27th September 2013 @ 09:49 PM
    Join Date
    12 Nov 2006
    Location
    RAwalpindi
    Posts
    2,548
    Threads
    106
    Credits
    0
    Thanked
    53

    Default

    thread is very old..

    answer:

    animals se pyar karna chahiye..is tarah ki batain toham parasti hay..animal hay kisi jaga bhi jasakta hay apnay bacho kay saath..

    thread closed because or very old thread
    Kindly change your signature's image size.
    Team ITDunya

Similar Threads

  1. Jummay Khutbay Ke Mutalliq Hadees
    By Leon in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 13
    Last Post: 10th May 2015, 05:58 PM
  2. I need u're Suggestion Digital camera kay mutalliq
    By Rizvann in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 16th January 2013, 08:42 PM
  3. Miswak Ke Mutalliq Sunnaten
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 12
    Last Post: 26th July 2010, 01:24 PM
  4. Chupi Dosti kkay mutalliq presntation...
    By n2cute in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 21st January 2009, 01:56 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •