salam
mray pas nokia 6630 hai us ka memory card bar bar jo b songs ya video dalta hou corrupte kar deta hai.
us ko kafi dfa format b kya hai mobile say b computer say b aur aik software
MMC k nam say.
lekin koi faraq nhi para card 1GB ka hai.
main aik do aur handsets main b try kya hai yhi problem a rhi hai.
PLZ EXPERTS HELP
Bookmarks