Results 1 to 3 of 3

Thread: Networking cabel modem

  1. #1
    Baig is offline Junior Member
    Last Online
    19th October 2007 @ 05:20 PM
    Join Date
    17 Sep 2007
    Posts
    5
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Networking cabel modem

    main nay office main aik cable modem world call ka USB par lagaya hai
    us ko share kiya internet sharing say

    lan card ka IP add 192.168.0.1 ho giya jabkeh router ka add bhee same hai

    maira computer office network say rabita munqatah ho giya hai.

    jabkeh router kee sath Dsl modem bhee laga howa hai..

    aap samajh gai hoongay keh main donoo internet cable of dsl use karna chahta hoon


    koi doust is kay baray main maloomat rakhta ho to main shukar guzar hoonga


    baig

  2. #2
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    bahi aap ki samj nahi ai aap kia kehna chatay hay

    aap nay wordcall usb modem ko share kar dia yani kay es ka connection ko share kar dia aur aap lan par b baat karna chatay hay tu aap kai ip 192.168.0.1 ho gia ye tu ho ga he jab aap es kay connection ko tu sahare kar rehay hay tu ye esa he hoga
    aap ye sahre es ip kay ziaray use kar saktay hay 192.168.0.1 aur xp mien dosra ip nahi chalay ga es sahareing kay liay bas ye rang hoo 192.168 ok
    igar office ka ip koi aur hay tu aap apna ip us range mein reh kar change kar kay dekhay kay wo ab un kay saat comunicate karta hay kay nahi

    igar karta hay tu aap apnay router ko configure karay
    MFA site not allowed, ITDunya team

  3. #3
    Baig is offline Junior Member
    Last Online
    19th October 2007 @ 05:20 PM
    Join Date
    17 Sep 2007
    Posts
    5
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default cable modem sharing and network

    Main dobara say apna masla likh raha hoon agar kisse ko samajh aata hai tu jawab day main shukar guzar hoonga

    1- world call ka cabel modem USB kay sath lagaya theek chal raha hai
    2- Dlink ka wireless router office kay network par chal raha hai network bilkul theek chal raha hai
    3- Router kay sath PTCL DSl connection attach hai. mairay computer samait har computer par internet theek chal raha hai

    4- jab cable modem band bhee ho tu dsl say maira internet chal raha hota hai
    agar dsl band ho tu cable modem say internet chalta hai.

    === What I want now ======
    A- main cable modem apnay computer par share karna chahta hoon takeh jab DSL band ho tu cable modem tamam computers par chalay

    B- jab modem share karta hoon tu network nahi chalta keunkeh TCPIP no mairay network card ka aur router ka same ho jata hai. 192.168.0.1

    tu main kiya karoon ka modem bhee share ho aur network bhee theek chalay


    agar kisee bhai kee samajh main kuch atta hai tu plese help


    Baig









    Quote Baig said: View Post
    main nay office main aik cable modem world call ka USB par lagaya hai
    us ko share kiya internet sharing say

    lan card ka IP add 192.168.0.1 ho giya jabkeh router ka add bhee same hai

    maira computer office network say rabita munqatah ho giya hai.

    jabkeh router kee sath Dsl modem bhee laga howa hai..

    aap samajh gai hoongay keh main donoo internet cable of dsl use karna chahta hoon


    koi doust is kay baray main maloomat rakhta ho to main shukar guzar hoonga


    baig
    Quote Love_bird said: View Post
    bahi aap ki samj nahi ai aap kia kehna chatay hay

    aap nay wordcall usb modem ko share kar dia yani kay es ka connection ko share kar dia aur aap lan par b baat karna chatay hay tu aap kai ip 192.168.0.1 ho gia ye tu ho ga he jab aap es kay connection ko tu sahare kar rehay hay tu ye esa he hoga
    aap ye sahre es ip kay ziaray use kar saktay hay 192.168.0.1 aur xp mien dosra ip nahi chalay ga es sahareing kay liay bas ye rang hoo 192.168 ok
    igar office ka ip koi aur hay tu aap apna ip us range mein reh kar change kar kay dekhay kay wo ab un kay saat comunicate karta hay kay nahi

    igar karta hay tu aap apnay router ko configure karay

Similar Threads

  1. Replies: 0
    Last Post: 18th August 2013, 02:55 PM
  2. Solved Need Help: Networking Cable + PTCL Modem + Foxpro
    By M. Adnan Mirza in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 7th April 2012, 04:06 PM
  3. kya ptcl wifi modem me Dsl modem ki tarah ports b hoti hein?
    By ahsanbhatti in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 28th March 2012, 11:36 PM
  4. Networking cabel ka masla
    By AB007 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 4
    Last Post: 22nd July 2010, 09:52 AM
  5. Replies: 10
    Last Post: 9th July 2010, 05:28 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •