Aslam O Alikum
mere pass Sea Gate 40 Gb hard drive hai kuch din howe mai n ne oss se kisi or hard main data copy karna tha tu woh data copy nahi ho raha lekin agar main iss hard main data past karta hoon tu ho jata hai lekin agar copy kar ke kisi or hard main karoon ya songs wageera dekhoon tu theek se nahi kaam hota or hard busy ho jati hia
main ne seamap bhi use kiya lekin koi faraq nahi para iss ki kya wajah hai koi bad bhi nahi show hota agar kisi ko iss ke problam ka pata hai ya koi softwere ho ju iss ka hal nikal sakta ho tu bata dain plz