Hello Xperts plz ye bataden ke mai NTFS partition kis tarhan bana sakta hon muje nahi aata but agar aap guide karenge to mai bana lonag plz It's urgent
thanks
Hello Xperts plz ye bataden ke mai NTFS partition kis tarhan bana sakta hon muje nahi aata but agar aap guide karenge to mai bana lonag plz It's urgent
thanks
xp ki cd sy boot karwain
phir setup chalnay sy pahlay farmating ka option ata hay aap wahan kisi b drive ko farmat krein gay to 4 option fate32 farmat ya ntfs aap wahan ntfs main farmat krein gay to aap ki partition ntfs ho jay gi
is tarah
Bookmarks