yar a computer b kya musebat hai
aik drive mukamml tawar par kharb ho gaya hai
na kulta hai na property sho karta hai ab kya karo plz hlp me
na detail sho karta hai
yar a computer b kya musebat hai
aik drive mukamml tawar par kharb ho gaya hai
na kulta hai na property sho karta hai ab kya karo plz hlp me
na detail sho karta hai
Ab Maloom nahi App kiya problem face ker rahay hain,
However, Agar koi hardware problem nahi hai to pehlay virus scan karain , agar system main virus nahi hain to windows reinstall karain , tub bhi na ho to Aik Copy kharidain 50 60 wali or tamam maloomaat us main save kiya karain asaan hal hai kharab bhi nahi hogi or tamam pages araam say khul bhi jain gay.
Bookmarks