Wa Alaikum Assalaam !!!!
Bhai jan sab logon k reply ka shukria magar sab bhai galat keh rahy hain...
Bhai baat yeh hai k jab aap iss drive mai se koi data delete karty ho tou future mai uss ko recover karny k liye aise hi kuch folder ban jaty hain.. yeh folders zyada tar hide hi rehty hain....
Agar inn ko delete kia jaye tou in future aap inn drives mai se data recover nahi kar sakty...
So, agar phir bhi aap inhain delate karna chahty hain tou batayen mai aap ko aik software doonga jin ki madad se aaap inhain delete kar sakty hain...
Bookmarks