janab koi mujhy hal bataye ga k
mein jab kisi ko SMS karta hon 2 ya 3 pages ka. yani ayk MSG 2 ya 3 SMS par mushtamil hota hai to wo sab k paas 2, ya 3 hiso mein hi jata hai a hisy mwein nahi. Call center se pocha to kaha gia k hamari taraf se masla nahi hai. cell bhi change kia hai par phir bhi koi hal nahi nikla, please koi to hal bataye k kia waja hai.
Bookmarks