Dear main ye internet share kia hai to main ye chahta hon k main ye dekh saku ko mera dost konsi site per kia kam karaha hai konsi site use karaha hai samajh lain k main uski screen apne computer per dekhna chahta hon

Waalekum Salam..
Aap Ne Net Kaise Share Kiya huwa Hai?
Mean NetworkinG Ki Howi Hai Ya Simply Wire Se?
yani ap hacking karna chahatay hain. ager ap hacking naheen karna chahaty to ap un say keh kar un ka pc work dekha saktay ho. bus ap team viwer download kar kay dono side par install kar lo. our apas main shair karo lo. bus
nice answer shakir shuja Abadi
Bookmarks