Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 19 of 19

Thread: Swat k shehri sakht parayshan hain

  1. #13
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Raahi said: View Post

    Meri aap dono hazrat se guzarish hai ... dobara mera post ghor se padiye aur phir comment kijiye. oioioioioi bhai, maine yeh kab kaha ke Swat ke haalaat behtareen hain. Swat ke haalaat beshek bure hain, lekin bure kis liye hain? Taliban ki karwayion ke wajah se. Yeh operation un dehshat gardon ki rok tham ke liye thi. Is baat ko madd-e-nazar rakhna padta hai. Kyun ke aaj kal hi se janam leta hai.

    mere pyaaray bhaai ... mera to sirf yeh kehna hai keh swat ke log pehle zayada khush the .. aur aab jo haal hain yahan ke . yeh aap kisi swat ke aadmi se poochain to aap ko maloom ho ...

    aap jis operation ko dehshat gard ki rok thaam keh rahay hain us operation ki bunyaad hi aik jhoot per rakhi gai ... aur yahan ke aman pasand logoon ko media ke zeriye aaisa dehshat gard banaya gya aur us ke baad operation kya gya ..

    to mere bhai kabhi yeh bhi to maloom kerne ki koshish keejiye keh kya swat ke awam is operation ke haq main thay ya nahi ...

  2. #14
    Raahi is offline Member
    Last Online
    30th July 2010 @ 05:19 PM
    Join Date
    10 Jun 2010
    Posts
    21
    Threads
    1
    Thanked: 1

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post

    Mere aziz Bhai, mai muttafiq hoon ke Swat ke log pehle zyada khush the-- lekin 'pehle' ka matlab hai Taliban ki aamad se pehle. Swat ke log jitne bhi aman pasand hain, Taliban utna hi tashaddud pasand hain. Baraaye meherbaani mundarja zail link dekh kar aap hi bataayye ke aap ki nazar me kya behtar hoga, security point pe rok kar checking karwaana, ya is darr me mubtila rehna ke kab aur kahan dhamaaka hoga aur kis kis ke waaledain/bachey/dost/bhai behen us me ... ?

    english.aljazeera.net/news/asia/2008/03/20085251442662876.html

    Khuda hum sab ko in aafaton se bachaaye.

  3. #15
    Join Date
    21 May 2010
    Location
    karachi
    Age
    42
    Posts
    45
    Threads
    1
    Thanked: 1

    Default

    Hmm ye haqeeqat hai !

  4. #16
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Raahi said: View Post

    Mere aziz Bhai, mai muttafiq hoon ke Swat ke log pehle zyada khush the-- lekin 'pehle' ka matlab hai Taliban ki aamad se pehle. Swat ke log jitne bhi aman pasand hain, Taliban utna hi tashaddud pasand hain. Baraaye meherbaani mundarja zail link dekh kar aap hi bataayye ke aap ki nazar me kya behtar hoga, security point pe rok kar checking karwaana, ya is darr me mubtila rehna ke kab aur kahan dhamaaka hoga aur kis kis ke waaledain/bachey/dost/bhai behen us me ... ?

    english.aljazeera.net/news/asia/2008/03/20085251442662876.html

    Khuda hum sab ko in aafaton se bachaaye.

    BHai .. Chalo aap isi tarah ke media per believe kero .. kya keh sakta hoon main ..

    aab to mere bhaai sara pole khul chuka hai .. pakistan ki hukoomat aur fouj ka .. keh kya game khela gya hai SWAT ke musalmaanon se jeenay ka haq cheennay ke liye ...

    aur aab to kehnay walay khud is policy ke khilaaf keh rahay hain ..

    aap naye aye ho to phir se wo hi cheez kehnay ki mere khayaal se zaroorat nahi hai ..

    Ap ko keh raha hoon aap swat aaiye .. phir dekhte hain keh Pakistani fouj se log zayada qareeb hain (woh fouj jis ko punjab se laya gya hai .. ) ya phir nifaaz sheriyat kerne waloon se

  5. #17
    Raahi is offline Member
    Last Online
    30th July 2010 @ 05:19 PM
    Join Date
    10 Jun 2010
    Posts
    21
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post

    BHai .. Chalo aap isi tarah ke media per believe kero .. kya keh sakta hoon main ..

    aab to mere bhaai sara pole khul chuka hai .. pakistan ki hukoomat aur fouj ka .. keh kya game khela gya hai SWAT ke musalmaanon se jeenay ka haq cheennay ke liye ...

    aur aab to kehnay walay khud is policy ke khilaaf keh rahay hain ..

    aap naye aye ho to phir se wo hi cheez kehnay ki mere khayaal se zaroorat nahi hai ..

    Ap ko keh raha hoon aap swat aaiye .. phir dekhte hain keh Pakistani fouj se log zayada qareeb hain (woh fouj jis ko punjab se laya gya hai .. ) ya phir nifaaz sheriyat kerne waloon se
    Bhai, mai manta hoon ke sachayi sirf unko maalom hoti hai jin per guzarti hai. Par aap mujhe eik baat bataiyye, media par aap etimaad kyun nahi rakhte hain?

  6. #18
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote Raahi said: View Post

    Bhai, mai manta hoon ke sachayi sirf unko maalom hoti hai jin per guzarti hai. Par aap mujhe eik baat bataiyye, media par aap etimaad kyun nahi rakhte hain?
    bhaai .. mera media per se itemaad usi waqt utha jab main ground realities apni aankhaoon se kuch aur dekhta hoon .. aur media totally jhoot propaganda ker raha hota hai ..

    Swat ke halat meri ankhoon ke samne they .. aur ankhoon ke samnay hain .. lekin media main jo jo aya swat ke baray main .. pehle aur aab bhi .. wo bilkul mukhtalif hai ..

    aaisa nahi keh main media per aitemaad nahi kerta .. lekin media ki khabroon ki tasdeeq kerna zaroori samajhta hoon ..

  7. #19
    Raahi is offline Member
    Last Online
    30th July 2010 @ 05:19 PM
    Join Date
    10 Jun 2010
    Posts
    21
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    bhaai .. mera media per se itemaad usi waqt utha jab main ground realities apni aankhaoon se kuch aur dekhta hoon .. aur media totally jhoot propaganda ker raha hota hai ..

    Swat ke halat meri ankhoon ke samne they .. aur ankhoon ke samnay hain .. lekin media main jo jo aya swat ke baray main .. pehle aur aab bhi .. wo bilkul mukhtalif hai ..

    aaisa nahi keh main media per aitemaad nahi kerta .. lekin media ki khabroon ki tasdeeq kerna zaroori samajhta hoon ..
    Bhai mai aapki post ka shukr guzaar hoon Haan yeh sach hai ke har cheez ki tahqeeq karni padti hai. Daur-e-jadeed me kisi cheez ko bila soche samjhe nahi qubool kar sakte. Chalo hum donon is baat pe to ittefaaq rak sakte hai ke Swat ke log stability ke mustahiq hai.

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. swat ! Some awesome picture of SWAt
    By izhar_express in forum Photo Gallery
    Replies: 8
    Last Post: 27th April 2011, 05:16 PM
  2. amreeci shehri k azaaim kya thay ?
    By Fahadii in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 0
    Last Post: 19th June 2010, 10:37 AM
  3. Replies: 0
    Last Post: 14th July 2009, 06:21 PM
  4. Shehri Or Iftar Ke Masail
    By rafi_0300 in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 4
    Last Post: 16th September 2008, 11:38 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •