Asslam_O_alikum.........
Kia koi mujhya yeh bata sakta hai k hum apny Computer per installed window main agar khuch changes karty hain to kia wo kissi tarah phir sy instalable copy bun sakti hai? matlub k un changes k sath new copy?
agar kissi ko pata hai to please zaroor bataey. aur agar snapshot k sath samja dy to aur bhe meharbani ho ge.........
Bookmarks