Salam to All,
Mein poochna chahta hun ke farz karo mein ne original windows loon.Usay activate and register karollon Microsoft se.and then us ke baad us ki image banaon and ek doosre system pe woh image mount kardoon tou kya wahan woh windows activated and registered form mein hi chalay gi?Agar chalay gi tou is tarah tou har koi original window use karay duniya mein.and Microsoft walay Norton Ghost and Acronis software banay waloon ko sue kardain.
and agar nahin chalay gi windows tou kyun nahin chalay gi?Kya Microsft se registration ke waqt hardware ka number bhi register hota hai?ya isi tarah ki koi aur waja.But also if hardware comes into play as well.tou kya new LAN card leney se masla hal hojaye ga?
LAN card ki price I think is much cheaper than lets say Windows 7 Ultimate Edition.
waiting for reply...