assalamoalikom..


kia hall ap sab ka........

mery masla ye hai mujy yahoo groups ki taraf se rozana 300 or 400 mails aati hain jin se main tang a gaya haoon .plz mery madad karin main inhain kaisy rookoon k ye mery paas na aaein .main ne address block kar k bhi dekha hai likin phir bhi aati hain... plz madad karin