Results 1 to 5 of 5

Thread: YEH JUNG KION

  1. #1
    aslam taj is offline Senior Member+
    Last Online
    15th January 2008 @ 12:10 PM
    Join Date
    01 Oct 2007
    Age
    45
    Posts
    71
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    YEH JUNG KION

    Darti rahi ye zameen aasma bhi choop gaya
    thi jang ye kaisi her farishta mit gaya
    jang hai ye jang jang ka aaelan bhi hai
    mit raha hai her pal eak basher wo ensaan bhi hai
    bato ka faisla jo bandooq se kerte gai
    ayese mile serparsht hamare watan ko
    jo hamari jaan leker bhi na khmosh rahe
    gir gayi bijlaya aasman bhi kaap gaya


    huzan ayesa tha zameen per jal gya qaarwan
    roo rahe thy ye kis ke bache?
    kiu yatimo ka jhaa loot gaya
    dafan kerte gai kitne gharon ke wo rhenuma
    maar ke wo mar gai fir bhi unko kiya mila?
    tesh main kiya aouro ne faisla
    hukum unka jaan le gya
    milke rhna sikhao milke karo her faisla
    nigal jai jo logo ka gher cheer ke zameen ka rasta
    kiya bataye kaisa tha wo manzer jo lamha bhi na de saka
    apno ki tu baat door gayero se bhi kuch na khe saka
    haadse ayese mile palbher main anjaam kergaya
    chaar qadam zameen ke waste raste hi main mar gaya
    kis ke bache rone lage kiski maa ne khoya jawan
    kerwaate ho ye jang kiu jismain hote hai bas moat ke faisle
    mit ke wo khaak main hojate hai sab ke sab dhowa dhowa


    milke sab eak saath rahe mange her maa ye duwa
    mera beta loat aaye biwi bache dekhte hai rah
    beta poche maan se mera papa kiu na aya
    aye zameen tere waste wo tujh main hi dafan hoke rah gaya
    kaise wo sawalat thy jo yateem bache pochte thy
    ye safed sadi kiu maa tu her rooz phne bata
    papa mera aaye na kiu rooz tu jhoot bole bata
    aanso bhi na rook sake roye bache bin baap ke
    aye hamare watan ke samaaj ke logo batao kab tak bhla ye jang chale
    kuch karo ayesa faisla koi masoom na yateem bane
    maa ki tum laaj rakh lo bacho ka tu maan rakhlo
    ab na kerwana ye jang ye jang main kayi maa ke bete mare
    tum hamare rahnuma hum hai foji dete hai tum pe jaan
    ab hamri maye na roye kerke hamko wida
    bache hamare milke kahe hai watan hame ayesa mila
    jo mile pyaar se na kare saoda jang ka
    khtam ker do ayesa hukum jo na le kisi ki jaan

    degi tum ko her maa duwa khosh rahe sab saath sada
    jo hum ne chaa tha hame wo mil gaya

    ham rahege milke ab na hoga koi jang ka ye faisla

    by ASLAM TAJ

  2. #2
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    bohat achi poetry hay...
    boaht shukria

  3. #3
    IT.BOY's Avatar
    IT.BOY is offline Senior Member
    Last Online
    17th November 2017 @ 12:13 PM
    Join Date
    26 Dec 2007
    Location
    *MAA KI AGOOSH*
    Gender
    Male
    Posts
    28,374
    Threads
    651
    Credits
    998
    Thanked
    3079

    Default


    [FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]

  4. #4
    inaam1's Avatar
    inaam1 is offline Senior Member
    Last Online
    22nd May 2019 @ 03:45 PM
    Join Date
    10 Jul 2010
    Location
    ال&
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    7,710
    Threads
    409
    Credits
    111
    Thanked
    531

    Default

    شکریہ جناب

  5. #5
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,912
    Threads
    482
    Credits
    148,899
    Thanked
    970

    Default

    واہ کیا بات ہے

Similar Threads

  1. Anokhi Jung...
    By Gr8^Masood in forum Design Poetry
    Replies: 37
    Last Post: 6th March 2013, 05:04 PM
  2. ***technology ki jung***
    By KING ABBAS in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 13
    Last Post: 25th October 2012, 07:39 PM
  3. mera thread kion delete kion kia hai
    By city_heart2000 in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 16th February 2009, 01:20 PM
  4. jung
    By AtiqRajput202 in forum Baat cheet
    Replies: 1
    Last Post: 11th January 2009, 09:39 PM
  5. Kaya jung ho gi
    By mianahmad in forum General Discussion
    Replies: 11
    Last Post: 25th December 2008, 01:32 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •