Page 4 of 6 FirstFirst 123456 LastLast
Results 37 to 48 of 62

Thread: Qurani Wazaif (Regular Updation)

  1. #37
    Niaz Ahmad is offline Junior Member
    Last Online
    26th October 2009 @ 09:31 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Posts
    3
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Very nice bhai......Jazak AllAH

  2. #38
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote hafizbond said: View Post

    Doctor Bhai Aap Nay Bohot Ach-chah Silsela Sheru Kia Hay
    Allah Tala Aap Ko Jaza-A-Khare Ata Farma Ain ( Ameen )
    Quote Niaz Ahmad said: View Post
    Very nice bhai......Jazak AllAH

    السلامُ علیکم
    اس تحریر کو پڑہنے، پسند کرنے اور حوصلہ بڑہانے کا بے حد شکریہ
    اللہ پاک ہمیں دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
    والسلام

  3. #39
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    سوتے ہوئے ڈر جائے تو
    *****
    نکاح کی مبارکباد
    *****
    Attached Images Attached Images  

  4. #40
    tayba is offline Junior Member
    Last Online
    3rd August 2009 @ 02:28 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    1,080
    Thanked
    0

    Default

    thnx for sharing these gems

  5. #41
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote tayba said: View Post
    thnx for sharing these gems
    Thanks for appreciation.

  6. #42
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote ussmaan said: View Post
    bhai koi asa wazifa btayain k jis sa phrai ma poori tara dhyan lag jya aur end ma natija bhi meri marzi ka ho plz
    وظیفہ برائے حصول علم
    Attached Images Attached Images  

  7. #43
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote moinansari said: View Post
    Asslamualikum, bhai saheb falij ke liey wazeefa batain
    Prescription for Convulsion
    Attached Images Attached Images  

  8. #44
    dost56's Avatar
    dost56 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd September 2021 @ 11:56 PM
    Join Date
    04 Nov 2007
    Location
    near lahore
    Gender
    Male
    Posts
    810
    Threads
    189
    Credits
    1,328
    Thanked
    115

    Default

    Quote Doctor said: View Post
    0711jk
    WSLM:: ap masha ALLAH alam ahin or main adna sa taleb e elam hoon...aik behan ne ap se wazeefa poocha k wo aik larke se shadi karna chahti hai..ap ne ose mukhtasar jawab de k taal diya..mere zehan main kai sawal aye..
    1...beti ap apni zindgi ka khud fesla na karain...ab wo glti kr chuki..os ka hal kiya hai..kiyon k ab wo reh nai paye gi..ye insani fitrat hai
    2...kiya waledain jo fesla karte hain wo 100% sahi hota hai....khas tor pe hamray maashre main....
    3...beti apne waledain k fesley pe ALLAH pe tawakl kare or waldain apni beti k fesla pe tawaql kiyon nai kar sakte....
    4...kiya aik larki jiss ko pasand he nai karti os se shadi krwa k monafqat kar rahi hai ya..islami taleemat pe amal kar rahi hai..
    5...kiya zehni tor pe intshar ka shikar larki apne bachon ki behtar tarbiyat kar sake gi..
    6...sorah albqra ki aiyat 235 ka sahi mafhoom kiya hai ..plz tafseel se samjha dain...
    7...mian ne dekha hai k aisi bohat si larkian shadi k baad waledain k liye zilat or raswai ka sabab b ban jati hain...ALLAH sab ki ezton ko mehfooz rakhey..
    note...mera maqsad ap ki mukhalfat nai blke apne elam ki kami main ezafa hai..shukriya
    Attached Images Attached Images  
    kmh

  9. #45
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote dost56 said: View Post

    محترم! آپ کا بے حد شکریہ
    سب سے پہلے تو میں وضاحت کردوں کہ میں عالم نہیں بلکہ طالب علموں کی فہرست میں سب سے آخری نمبر کا نالائق ہوں
    میں جو بھی تفصیل یہاں پیش کرتا ہوں وہ اساتذہ کرام اور علمائے کرام کی بیان کردہ ہوتی ہے کبھی خود ان سے پوچھ لیتا ہوں کبھی ان کی کہی بات پیش کردیتا ہوں یہ سوالات پر منحصر ہوتا ہے
    اس کے بعد یہ کہ آپ نے جو آیت پیش کی ہے وہ ایسی عورتوں کے حوالے سے ہے جو عدت گذار رہی ہوں تو ایسی عورتوں کو کھلے الفاظ میں نکاح کا پیغام دینے سے منع کیا گیا ہے البتہ اتنی اجازت دی گئی ہے کہ کسی مناسب انداز میں اور مناسب الفاظ میں اپنا ارادہ اگر اس خاتون تک پہنچادیا جائے تو اس کی گنجائش ہے
    اس لئے مذکورہ آیت موجودہ مسئلے کے لئے کلی طور پر موزوں نہیں سوال کچھ اور پوچھا گیا تھا
    باقی آپ کی باتوں کا تفصیلی جواب انشا اللہ ایک یا دو دن میں عرض کروں گا
    اللہ پاک ہمیں دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
    والسلام

  10. #46
    Tara_G's Avatar
    Tara_G is offline Senior Member+
    Last Online
    11th November 2011 @ 03:22 PM
    Join Date
    19 Aug 2008
    Location
    okara
    Age
    35
    Posts
    170
    Threads
    17
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    nice Working

  11. #47
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote dost56 said: View Post
    1...beti ap apni zindgi ka khud fesla na karain...ab wo glti kr chuki..os ka hal kiya hai..kiyon k ab wo reh nai paye gi..ye insani fitrat hai
    main aap ki eis bat say ittifaq naheen karta einsan ki fitrat gunah naheen ho sakti & yeh jo aaj kal piyar waghyra hota hay ein ki only 1 wajah hoti hay & woh hay bay pardagi.

    Quote dost56 said: View Post
    2...kiya waledain jo fesla karte hain wo 100% sahi hota hai....khas tor pe hamray maashre main....
    100% saheeh faisla to koi bhi naheen kar sakta, magar jis nay ziyada dunya daikh rakhi ho usmain muamla fehmi ziyada hoti hay Insan ki pehchan ziyada achi tarah kar sakta hay jabkeh piyar karney waley ki aankh per patti bandhi hoti hay & kisi bhi muamlay main hoosh & aqal bakhta ki raey per koi kan naheen dharta

    Quote dost56 said: View Post
    3...beti apne waledain k fesley pe ALLAH pe tawakl kare or waldain apni beti k fesla pe tawaql kiyon nai kar sakte....
    kar sakti hay agar faisla aqal & hosh main reh kar kiya jaey, faisla koi bhi karey Tawakkal to ALLAH per hi karni hogi.
    Quote dost56 said: View Post
    4...kiya aik larki jiss ko pasand he nai karti os se shadi krwa k monafqat kar rahi hai ya..islami taleemat pe amal kar rahi hai..
    sawal ki bunyad hi ghalat hay, Piyar karna zaroori naheen sari dunya love merrage naheen karti yeh tanasub bohot kam hay albatta larki ki raey lena chaheay, yeh maghribi sooch hay keh pehlay piyar karo then shadi, piyar shadi k bad bhi ho sakta hay balkeh yahi asal piyar hota hay shadi say pehlay ka piya to bukhar ki tarah cherhta hay & eisi tarah uter bhi jata hay.

    Quote dost56 said: View Post
    5...kiya zehni tor pe intshar ka shikar larki apne bachon ki behtar tarbiyat kar sake gi..
    naheen magar Zehni Inteshar ki jo wajah aap nay bayan ki hay woh ghalat hay albatta jab piyar ka bukhar uter jata hay to zehni inteshar ka khatra ziyada hota hay

    Quote dost56 said: View Post
    6...sorah albqra ki aiyat 235 ka sahi mafhoom kiya hai ..plz tafseel se samjha dain...
    pehlay bhi batadiya hay keh yeh aayat un khawateen say nikah k barey main hay jo eddat main hoon yahan kanwari khawateen ka zekar naheen hay

    Quote dost56 said: View Post
    7...mian ne dekha hai k aisi bohat si larkian shadi k baad waledain k liye zilat or raswai ka sabab b ban jati hain...ALLAH sab ki ezton ko mehfooz rakhey..
    note...mera maqsad ap ki mukhalfat nai blke apne elam ki kami main ezafa hai..shukriya
    yahi khiyal mera un logoon kay barey main hay jo piyar ki shadi ko asal zindagi samajhtay hain magar kuch din bad hi jab bay pardagi k nateejay main shuru honay wala piya hawa main urjata hay to tarah tarah ki zehni preshniyon ka shikar honey lagtay hain eis k muqabley main walidain ki marzi say ki janey wali shadi main main sab say bara faida yeh hota hay keh kisi bhi preshani main hosla barhaney & dukh bantnay main walidain bhi shamil hotay hain jin k tajarbay ki raoshni main bazahir namumkin nazar aaney walay masail bhi basa auqaat aasaani say hal ho jatey hain

    ALLAH pak ham sab ko deen ki saheeh samajh aur amal ki tofeeq day Aamin

  12. #48
    dost56's Avatar
    dost56 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd September 2021 @ 11:56 PM
    Join Date
    04 Nov 2007
    Location
    near lahore
    Gender
    Male
    Posts
    810
    Threads
    189
    Credits
    1,328
    Thanked
    115

    Default

    Salam..Ap ne bohat achi batian ki hain.Allah ap ko jaza de..
    Ye mozoo shetan ki ant ki tarah lamba hai.
    Mera maksad yahi batana tha k jo waledain bachiyon ko bepardgi ki ejazat dete hain.Mobile phone ya net pe chating ki ejazat dete hain.Onhain phir apne pachon k faislon ka b khiyal krna chahiye..
    Main na chahtey howe b bata raha hoon.K asi beshmar bachiyan nikah k baad gharo se bhag k badnami ka sabab bni..Agar aisa mamla pesh ajaye to mazeeed intshar se bachne k liye apne bachon ki baat maan lain.Or phir b onhain tanha na chorain.
    Allahuma ahdena fi man hadait..

Page 4 of 6 FirstFirst 123456 LastLast

Similar Threads

  1. Qurani Wazaif
    By rafi_0300 in forum Quran
    Replies: 8
    Last Post: 29th July 2010, 12:02 AM
  2. qurani wazaif
    By antiquedoll in forum Introduction
    Replies: 12
    Last Post: 30th April 2010, 11:17 PM
  3. Qurani Wazaif
    By Aasi_786 in forum Ibadat
    Replies: 15
    Last Post: 24th January 2010, 11:01 AM
  4. ***!!Qurani Wazaif!!***
    By Aasi_786 in forum Ibadat
    Replies: 2
    Last Post: 23rd October 2009, 08:43 PM
  5. moble software version updation
    By kingchohan in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 7
    Last Post: 8th August 2009, 07:47 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •