salam to all members: ...
Hamaray ghar main 3 pc hain ...main nay abhi 2mb dsl lagwaya hain...meray pass interlink ka aik switch pehlay say para tha ..agar main net share karon tu modem say jo cable switch main lagti hain jo straight banaon ya cross aur ..phir switch say pc k liye jo cable jaye gi woh kon si banaon..
Dosri baat yai hain keh agar router lagaon tu kitnay ka milay ga aur iss ko laganay ka tareeqa aasan hain ya mushkil aur kiya koi bhai iss koi laganay ka tareeqa bata day ga....aur iss ki range kitni hogi.........