asalamoalaikum janaab mujhe ye janana hai kia koi esa softwere hai jo extract ki hui file ko (jitni bhi extract hui ho) ko save karde ager hai to plzzz esa softwere ka naam ya sw da dain plzzz
asalamoalaikum janaab mujhe ye janana hai kia koi esa softwere hai jo extract ki hui file ko (jitni bhi extract hui ho) ko save karde ager hai to plzzz esa softwere ka naam ya sw da dain plzzz
plzz koi bat dai ??/
jese hum koi game k part extract karte hain to koi part mis hone per jitna bhi extract hota hai wo sara auto matic khatum hojata hai main chata hoon k extract karte waqt jitna bhi extract ho jai wo save bhi hojai files
Assalamualaikum
Rar files main files or folders ko alag alag bhee extract kia ja sakta hy, list main mojood jis file ya folder ko highlight karkay extract per click karen gai sirf wohee extract hoga.
sir aap samjhe nahi main keh raha hoon for example>>>maine ek game download ki jiske 12 part hain100 mb k ab main jub 1 part ko extract karta hoon to winrar khudbe khud hi baki part bhi 1 by 1 extract karta chala jata hai theek aur jub 12 part per extract karta hai aur extract 12 part per khatum hoti hai to wo 13 part ka kehta hai ab 13 part mere paas nahi hai to ab mujhko majboran ye extaract karne ka procis ko cancel karna parta hai kuin k jub choti window winrar ki ati hai jis main kaha jata hai 13 part ko lao to us window main 3 option hote hain 1 ok 2 cancel 3 browse ka ab jub k mere paas 12 part hain aur 13 part nahi to main ok ko press karta hoon to window barbar ajati hai brwose ko press kar nahi sakta kuin k mere paas 13 part nahi hai es liye mujhe cancel hi karna parta hai winrar jo folder ggame ka banata hai wo prociss k doraan to uska size bharta rehta hai lekin jub main cancel karta hoon to wohi folder auto matic khali hojata hai main chata hoon jitna bhi extract kardeta hai winrar wo sub save hojai ok ,,,,,,main samjhta hoon ab aap samajh gaye hoonge
Agar 12 parts list main alag alag files ki surat main mojood hain to aap aik aik karkay sab ko extract aur save kar saktay hain, winrar usi ko extract karay ga jisay aap select karen gai ....
Bookmarks