[dosto kia app main say koi compress ka right method bata sakta hay.jasay aksar games jin ka size 10gb hota hay vo 4gb main hoti hain.
Main nay buhat si koshish ki 7zip,winzip,winrar lakin koi faida nahi vohi ka vohi size aajata hay.kgb b istmal ki ahy.settings b ki.
Kia app main say koi mari madad kar sakta hay.7zip,winrar ki settings bata kar ya correct tariqa bata kar