mein jab bhi new window karta hon tau wo c k sath sath wo d e f mein bhi ho jati hai window bhi change kar chuka hon pls es ka koi hal bata dain
W a o ,
what a problem yar ,
ap kis tarha kha sakte ho ,ke tamam drive ma windows ho jate hain ,
mean kese ?
aap hard disk format kar k dekho
bhai ap window kaisy kar rahy ap boot kar ky start mein sy karty ho . Mujy lagta hy ap direct computer on kar ky window kar rhy hein jis sy double window ho jaji hy.
................
Aap Windows Sahi Nahi Kar Rahe Hain..
Jahan Format Ka Option Aata Hai Wahan Aap Tamam Drives Ko Format Kar Rahe Hain..
Visit For WIndows Installation
Talagang dear ,
am sorry ,mere khne ka mutlab wo nhi tha ,jo aap samjh rahe ho ,
aur na he ma aap ka mazaq urha raha hon ,
mere khane ka mutlab ya tha ,ke 1 window ager 4 drive ma aik sath ho rahe ha ,
tu ya amazing baat ha ,
ahsa kabi ma ne sunna nhi tha ,
Sorry ager bura laga ho ,tu
ap apna qeemti data kisi flash mian save kar kay window installation shuro karo. our jab drives show hon bari bari un ko format kar do. our sirf C main window install kar do. sab theek ho jaye ga.
saleem sullo is right..
sirf C drive select karain..
Bookmarks