Results 1 to 5 of 5

Thread: what is scaner ??? its prize , its work ???

  1. #1
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Question what is scaner ??? its prize , its work ???

    salam dosto..
    thora guide karo ke scaner kyaa hai ??
    kitni types ka hai ?
    kitne ka miltaa hai ?
    kon saa sabb se achaa hai ?
    aur is ko use kese karte hain ?

    maine ye to suan hai ke hum pictures waghera ko scan kar ke computer mein kar sakte hain leken saheeh wajeh aur clear nahin hai baat..

    actually mere paas kaafi books pari hoee hain aur i want to share their importnat pages in ITDUNYA.

    kyaa hum pages ko scan kar ke data cable yaa
    kisi aur tareeqe se computer mein kar sakte hain...??

    aur kyaa 1 normal bandaa affold kar saktaa hai ??
    bec agar bandaa photografers se koi 1 ad picture bhi scan karwaaye to i think ke kaafi paise le lete hain...

    agar mujh jesaa bandaa le sakta hai aur faede mand bhi hai to bataeye taake le loon.

    WASSALAAM

    FASIH

  2. #2
    Danish Gul's Avatar
    Danish Gul is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd February 2010 @ 01:32 PM
    Join Date
    30 Jan 2007
    Location
    The City Of Lig
    Age
    32
    Posts
    1,633
    Threads
    138
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    bhai scanner ke bare main app ne sahi suna hai yeh pics,notes,books waghere ke pages scan kerne mera matlab computer ki screen per lane ne madad kerta hia us ki prize ka to andaza nahn hai lekin bahir jo photostudio wale hote hai woh bhi yeh kam kerte hai hai ab her kese ki alag alag prize hoti hai.umeed hai app samjh ge honge
    This Is My Life,You Decide Yours

  3. #3
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    wese aj kal ke dor me scanner to normal cheez he aur taqreeban har bande ke pass hoti he ye kia he aur kese kam karti he ye koi bari mushkil cheez nahi he

    simple scanner ko open karo

    us per apna matlooba paper ya pic kuch bhi rakhen aur close karden

    phir pc me se us ka software use karen ya phir windows ke orignal software ke through use perview karen aur save kar len

    bas itna sa hi kam he

    pakistan ki price ke bare me sure nahi he

    lekin 1000 se 1500 ke darmyan hoga i am sure ye printer se sasta he

    aur is ka koi kharcha nahi he printer ke toner ki tarah sirf aik bar khareedo aur kharab hone tak use karo

    aur tafseelan samajhne ke liye check karen

    scanner

    scaning tips



  4. #4
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Smile

    Quote Danish CrazyGuy said: View Post
    bhai scanner ke bare main app ne sahi suna hai yeh pics,notes,books waghere ke pages scan kerne mera matlab computer ki screen per lane ne madad kerta hia us ki prize ka to andaza nahn hai lekin bahir jo photostudio wale hote hai woh bhi yeh kam kerte hai hai ab her kese ki alag alag prize hoti hai.umeed hai app samjh ge honge


    shukriaaa danish aap kaaa

  5. #5
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote irfan_qureshi said: View Post
    wese aj kal ke dor me scanner to normal cheez he aur taqreeban har bande ke pass hoti he ye kia he aur kese kam karti he ye koi bari mushkil cheez nahi he

    simple scanner ko open karo

    us per apna matlooba paper ya pic kuch bhi rakhen aur close karden

    phir pc me se us ka software use karen ya phir windows ke orignal software ke through use perview karen aur save kar len

    bas itna sa hi kam he

    pakistan ki price ke bare me sure nahi he

    lekin 1000 se 1500 ke darmyan hoga i am sure ye printer se sasta he

    aur is ka koi kharcha nahi he printer ke toner ki tarah sirf aik bar khareedo aur kharab hone tak use karo

    aur tafseelan samajhne ke liye check karen

    scanner

    scaning tips

    THXX JANAAAB.
    PRINTER SE TO SASTAA HEE HO GAA BEC PRINTER KAFI MEHENGE HOTE HAIN AUR BAR BAR UYN MEIN RAOGON KE COTAGES BHI DALWANE PARTE HAIN ...

    CHALEIN PRICES KA BHI CHECK KARTE HAIN ABB...

    AUR DEKH LETE HAIN KE WARENTY BHI HOTI HAI YAA NAHIN..

    aur kitnaa arsa nikal jate hain...

    aaap ka shukriaa ke aap ne apne qeemti time mein se time diaaa

Similar Threads

  1. scaner help for driver
    By Sheikhasad in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 6th November 2013, 08:30 PM
  2. scaner
    By naz-7 in forum Ask an Expert
    Replies: 0
    Last Post: 15th November 2012, 09:23 AM
  3. sim scaner
    By aleemtiaz in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 16
    Last Post: 1st January 2012, 01:29 PM
  4. Scaner
    By atif3001 in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 17th January 2011, 06:03 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •