sab say phle to it team ko dogars ka salam.....
janab it members mera computer khud ba khud restart ho jata hai maine oski power suply bhi new dalwai hai but phir bhi restart ho jata hai... oska VGA card lose hai and hil jata hai kya ye masla oski waja se to nahe hai ya koi or masla hai agar koi or masla hai to mujhe to plz mujhe is k bare mai btaye k main kya krun.... urgent btain main bohat tns hoon iski waja sy..... plzzzzzzz jaldi.....
Bookmarks