salam umeed karta hon sub thek hon gey yar mara computer buhut hang hota ha main ne apne
harddisk our vga chang karwaya ha lekan masla wohi ha our mare computer me 1.70ghz our 256mb ram our vga 32mb k
main ne vga bi chang karwaya ha muje koy batoo jab computer hang hota ha kis chez ka masla hota ha plzplzplzzzzzz
main ne computer her ak chez ko oudar kar again lagaya ha per bi woi masla computer on hota ha ous ke bad ya net lago tab
ya computer on hote hi sath hi hang ho jata main ne new windows bi ki ha plzzzz