ye zara kay ak thread ki pic he . main ye janna chahta hoon k is pic may pic kistarha add ki gaye or urdu kistarha likhi gaye or iski background may jo "ALLAH'S love zara" likha hoia he .ye sab kistarha hoia . matlab ye k agar main istarha ki same to same pic banana chahonn to mujhay kia kia krna paray ga ? plz tell me in detail
Bookmarks