SALAM TO ALL.......

dosto marey pass nokia 6680 mobile hai.. kuch din pehle main nay ussay charging p lagaya tha us k bad main main ghar say bahar chla gya jb main wapas aya to light nai thi main nay mobile on kiya to wo on nai ho raha tha. main nay ussay check karwaya to pta chla k wo short ho gya hai ab kya koi tareqa hai ussay sahi karne ka plz btain........