Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Bismillah Ki Berkt

  1. #1
    ABDULLAH.'s Avatar
    ABDULLAH. is offline VIP
    Last Online
    22nd December 2016 @ 06:40 PM
    Join Date
    26 Feb 2006
    Location
    HONG KONG
    Posts
    3,607
    Threads
    1451
    Credits
    1,186
    Thanked
    335

    Exclamation Bismillah Ki Berkt

    Assalam O Alaikum
    Attached Images Attached Images  





  2. #2
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Allah Ho Akbar
    Nice Sharing
    Keep It Up

  3. #3
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    brother bohat hi achi sharing.......
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

  4. #4
    Pakistani is offline Junior Member
    Last Online
    17th August 2006 @ 08:17 PM
    Join Date
    02 Dec 2005
    Posts
    18
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Assalam-o-Alikum
    Bahi Aap Nay Jo Sharing Ke Hay Woh Quran Aur Hadees Say Hat Kar Hae Aur Jo Cheez Quran Aur Hadees Say Hat Kar Ho Us Ka Islam MAin Koi Hissa Nahe
    Omeed Hay Aap Mind Nahe Karean Gain Aur Koi Bhe Chaiz Share Karnay Say Pahlay Us Ko Quran Aur Hadees Kay Miyar Par Parkhain Gain,Taan Kay Woh Hamaray Liyae KAl Akhrat MAin Naekyon MAin Izafah Ka Sabab Ban'nay Na Kay Gonahoon Main Izafay Ka Sabab ...... Jazak Allah Khaer
    Allah Ta'ala Hum Sabh Ko Quran Aur HAdees Kay Motabak Zindagi Gozarnay Ke Tofeeq Day Aamen ....
    Dua Gow Aap Ka Bhai >>>>> Pakistani
    Quote ABDULLAH. said:
    Assalam O Alaikum

  5. #5
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Thanked
    0

    Default

    Aslaam-o-alikum to al visiters

    JAnaab bohat dinon baad main kisi baat ka jawaab day rahaa hun

    Janaab PAKISTANI sahib aap nay kahaa k QURAN or hadees say batayan ,JANAAB yah 1 wakiyaa hai jo k i think BAAD main hua hai agar tab bhi hua hota to QURAN or HADEES say yah pataa chal saktaa hai k aisa mumkin hai yaan nahi lakin yah nahi k aisa hau hai k nahi,

    Or aisa mumkin hai k nahi yah sawaal hai

    JAnaab agar aap muslim ho or Baari talaa par yakeen hai k sab us k haath main hai to kayaa yah mumkin nahi,because har chiz us ki payda karda hai wo har chiz par kaadir hai,
    Hum logon kaa yaani aaj kal MUSLIMS ka sab na sahi zayaada tar kachay muslim ahi HUM KHUDA par yaani ALLAH par yakeen nahi rakhtay
    sirf naam ka yakeen hai,
    Agar sab ko yakeen ho to koi kisi chiz say na daray,koi AMERICA say na daray
    janaab un logon ka yakeen tha aap nay zahar piyaa us MAALIK par yakeen kartay huway
    agar mot aani ho to bagar kisi chiz k aa jaati hai or agar na aani ho to AAG main phanck daynay say bhi nahi aati
    i think aap samaj gay ho gayn,yaani 1 PROPHET thay jinhay AAG main phanckaa gayaa tha lakin aag ka 0.000000000000000000000000001 percent bhi un par asar nahi hua tha

    1 chota sa or waakiyaa aap ki hidmat main arz karta hun

    1 BANDA tha jo har roz daryaa paar kar k bohat mushkil raaston say guzar k darya yaani river k dusray kinaaray say GAAS wagayra layaa karta tha
    1 din masjid say us nay MOLVI,ALLAMA ko speech kartay suna k agar aap BISMILLAH par kar river main utar jaya to wo bhi aap ko raasta day daygaa

    us banday nay sun liyaa or next time us nay aisay hi kiyaa or really RIVER nay usay raasta day diyaa

    jab imaam ko pataa chala k us nay aisa kiyaa to imaam nay pucha k tum nay aisaa kiun kiyaa to us nay kahaa k aap nay hi to kahaa tha,

    then IMAM nay bandon ko kahaa k main rassi baandtaa hun or river main UTAR jataa hun agar main dubnay lagaa to mujhay KHANCH lijiyay gaa

    kayaa iasa ho saktaa hai k river usay raasta day daytaa;
    nahi janaab wo dub gaya
    mean MATLAB usay yakeen nahi tha us malik par us k paak kalaam par

    i think aa kuch samaj jayan gayn

    LAKIN 1 baat kahun jab koi bhi badan kisi bhi firkay main yaani am sunni chaahay wo sunni ho wahabi yaan shiyaa
    wo dusri baat ko kubul nahi kartaa
    lakin main nay daykhay hain badnay jo KUBUL kar chukay hain

    Allah HIDAYAT day sab ko mujhay bhi
    ok
    pray for me

  6. #6
    Pakistani is offline Junior Member
    Last Online
    17th August 2006 @ 08:17 PM
    Join Date
    02 Dec 2005
    Posts
    18
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    assalam-o-alikum
    bhai aap nay jo baat ke hay us kay baray main main sirf itna he kahoon ga
    pahle cheez jo us waqyae main thee gaib ka illam ...
    dosre cheez ... aap ko pata ho ga kay NABI ( S A W ) ko bhe khanay main zaher diya giya thah aur us zahr nay un par assar kia thah to kia is say yeah samjha jae kay na'ooz billah NABI ( S A W ) bismillah kay bagaer khana khatay thay ...
    tesree baat islam main khud kushi haram hay ...
    aur kissi Sahabi( R A ) is ke oomeed nahe ho sakti kay woh aesa kaam karray jis main khud kushi ka shuhba bhe mojood ho ....
    aggar sachay dil say aap sochain aur Quran aur Hadees ko zahn main rakh kar daekhain to aap ko yeah waqiya mahz man gharat rawait say zayada nahe lagay ga
    Allah Hum sabh ko hadait day aameen >>>>>> Pakistani
    Quote ghulamnabi said:
    Aslaam-o-alikum to al visiters
    JAnaab bohat dinon baad main kisi baat ka jawaab day rahaa hun
    Janaab PAKISTANI sahib aap nay kahaa k QURAN or hadees say batayan ,JANAAB yah 1 wakiyaa hai jo k i think BAAD main hua hai agar tab bhi hua hota to QURAN or HADEES say yah pataa chal saktaa hai k aisa mumkin hai yaan nahi lakin yah nahi k aisa hau hai k nahi,

    Allah HIDAYAT day sab ko mujhay bhi
    ok
    pray for me

  7. #7
    ABDULLAH.'s Avatar
    ABDULLAH. is offline VIP
    Last Online
    22nd December 2016 @ 06:40 PM
    Join Date
    26 Feb 2006
    Location
    HONG KONG
    Posts
    3,607
    Threads
    1451
    Credits
    1,186
    Thanked
    335

    Default

    Assalam O Alaikum
    Main Atna Janta Hoon K Aap(s.a.w. Ky Her Amel Main Hakmat Hoti Hai Jis Ko Hum Loog Nain Samjh Sakty
    Allah Hum Sub Ko Hadayat Dy Aameen

  8. #8
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Masha ALLAH & Jazak ALLAH

    Aap nay bohot achi & maloomati sharing ki hay

    Very nice

  9. #9
    ABDULLAH.'s Avatar
    ABDULLAH. is offline VIP
    Last Online
    22nd December 2016 @ 06:40 PM
    Join Date
    26 Feb 2006
    Location
    HONG KONG
    Posts
    3,607
    Threads
    1451
    Credits
    1,186
    Thanked
    335

    Default

    Thanks To All

  10. #10
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    Allah akbar

  11. #11
    ABDULLAH.'s Avatar
    ABDULLAH. is offline VIP
    Last Online
    22nd December 2016 @ 06:40 PM
    Join Date
    26 Feb 2006
    Location
    HONG KONG
    Posts
    3,607
    Threads
    1451
    Credits
    1,186
    Thanked
    335

    Default

    thanks

  12. #12
    mrfaizaniqbal's Avatar
    mrfaizaniqbal is offline Senior Member+
    Last Online
    10th February 2015 @ 07:23 PM
    Join Date
    02 Mar 2010
    Location
    KARACHI
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    1,090
    Threads
    61
    Credits
    0
    Thanked
    28

    Default

    Allah O Akbar...
    ••.•´¯`? ALLAH IS GREATEST ?´¯`•.••
    ......•*`• (¸.•*´?`*•.¸) •`*•.••
    ???M.FAIZAN???

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. bismillah
    By Sarfaraz6 in forum Baat cheet
    Replies: 3
    Last Post: 28th February 2013, 09:56 PM
  2. Faizan-e-Bismillah (Bismillah ki Barkat)
    By sheri in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 0
    Last Post: 9th July 2012, 02:57 PM
  3. BIsmillah
    By m_umair_pk in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 2
    Last Post: 4th September 2009, 03:03 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •