Page 12 of 24 FirstFirst ... 2910111213141522 ... LastLast
Results 133 to 144 of 281

Thread: Hayat-e-Eisa Alihi Salam Our Quran.(Eak Special Thread)

  1. #133
    Rizwan Alam is offline Junior Member
    Last Online
    26th May 2011 @ 10:51 PM
    Join Date
    09 May 2011
    Gender
    Male
    Posts
    8
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    app k aqeedey k mutabiq HUZRAT EISA 2000 saal se zaed ersey k baad

    aasman se nazil hon gey.DEENE ISLAM/SHREEAT/QURAN HUZRAT EISA k rafah

    jusmani k baad nazil hoa yani HAZRAT EISA A.S DEENE ISLAM/SHREEAT k

    barey main khuch elum nahi rukhtey they.
    ================================

    Mirza Himself Said that Jesus will descend with Kamil Uloom. (Complete knowledge)

  2. #134
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    salam to all muslims.

    rizwan sahib sab se pehly to aap apny aqeeday ki wazahat karin k aap ka hazrat eesa(as) k bary mien kiya aqeeda hay aor phir ustad bahi ks awlau ka jawab dian. os k baad aap k sawalu ka ajwab diya jaye ga.

  3. #135
    Rizwan Alam is offline Junior Member
    Last Online
    26th May 2011 @ 10:51 PM
    Join Date
    09 May 2011
    Gender
    Male
    Posts
    8
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    As slam o alikum wr wb!

    As per my belief Allah has raised Him (AS) physically andHazrat Esa (AS) will descend from skies before Qayamat.

    He will be a Nabi Ullah because a Prophet always remains a Prophet but He (AS) will not be performing his duties as A Nabi rather as per the Hadith of Prophet Muhammad (S.A.W), He (AS) will be a "Just ruler". He (AS) will kill dajjal and will be burried near to Roza E Rasool (S.A.W).

    By the way.. Mein Ustaad k sawalon ka nahi balke us qadiani ke sawalon ka jawab de rha tha

    I hope I am very much clear in my beliefs.

  4. #136
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Rizwan Alam said: View Post
    aap apnay nuzriay ki wazahat furmain k NABHI k elawa ilham hota he ya

    nahi???

    aap ne ye kesey maan lia k HUZRAT EISA apna iham insano tuk nahi

    pohunchain gey.

    ==================================
    What kind of Ilham is left after Prophet Muhammad (S.A.W)??

    Prophet is reported to have advised his Ummah, while he was in his last illness: “O people, nothing of the Prophetic greetings is left (for you) except the dreams foretelling
    good tidings.”

    (Related by Muslim, al-Nasa’i and others, on the authority of Ibn ‘Abbas).


    narrated by al-Bukhari and Muslim on the authority of Abu Hurairah: “No part of Prophethood is left, except the dreams foretelling good.”

    (al-Bukhari, Chapter on Tafsir; and Muslim).

    A hadith containing a similar idea has been narrated by al-Tabarani on the authority of Hudhaifah ibn Usaid. Again the Imam Ahmad, Abu Sa’id and Ibn Mirdawaihi have also narrated a similar hadith on the authority of Abu ‘l-Tufail. The Imam Ahmad and al-Khatib have also narrated a similar saying of the Prophet on the authority of ‘A’isha al-Siddiqa: “The Nubuwwa (Prophethood) has departed: and only the dreams of favourable
    omens are left (for you).”

    In short, all these ahadith and many more unanimously reflect the same idea that Nubuwwa (Prophethood) of any sort whatsoever is absolutely closed and discontinued. However happy and favourable dreams would continue with the Ummah. And these dreams are a one-forty-sixth part of the Nubuwwa.

    (Bukhari and Muslim).
    1) Nabi kay elawa ALLAH lay walion ko elham hoa hia .........
    2) Hazrat ESA A.S QURAN O HADES ki parvi karangay ........ na kay apnay elhaam ki ........... or agar hazrat ESA A.S ko elhaam howa bhi to woo QURAN O HADES kay mutabiq hoga ..... us kay khelaf nahi .......
    aap kay sawalon kay jawab to main nay day dia .......
    kia aap humare sawalon kay jawab dena pasand karaingay ????

    eik bat ki main aap ko wazahat kardon kay is forum per aap URDU main bat karain ENGLISH main nahi .......

    Shukria ..........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  5. #137
    Rizwan Alam is offline Junior Member
    Last Online
    26th May 2011 @ 10:51 PM
    Join Date
    09 May 2011
    Gender
    Male
    Posts
    8
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Ghalat Fehmi.....

    Mujhe Nahi Maloom aap log mujhe se questioning kion ker rahe hain, mera jawab to umer qadiani k lieye tha.

    Mein aik Musalman hoon Alhamdolillah aur Hazrat Muhammad (S.A.W) k baad ksi bhee Nabuwat k dawedaar ko including Mirza Qadiani Kafir manta hoon.

  6. #138
    Iftekharuddin is offline Advance Member
    Last Online
    12th April 2020 @ 10:01 PM
    Join Date
    22 Feb 2010
    Posts
    601
    Threads
    10
    Credits
    66
    Thanked
    63

    Default

    Jazak Allah

  7. #139
    vicky26 is offline Member
    Last Online
    26th August 2013 @ 04:21 PM
    Join Date
    03 Aug 2010
    Location
    Rabwah
    Gender
    Male
    Posts
    44
    Threads
    11
    Thanked
    0

    Default

    ap k pehle itraz ka jawab ye hai keh ap logun ko kyun kehte hai keh is ka tarjama karo QURAN se dekh lete hai QURAN kia kehta hai.surat Al.Eraf ayat no.176 mai dekhein zara ap ap log kia tarjama karte hai.aur phr us k bad AL.MUJADALA ki ayat no.11 mai ap kia tarjama karte ho.wahn ap kehte ho darjat myrad lete ho.agr ap k mutabiq tarjama kia jae to aj tk koi momin asman par nhi uthaya gya is ka mtlb koi momin nhi hai............ab mai ap ko HADEES se sabit kr k btata hun.kanz ul ummal jilad3 page no.312 per jo hadees hai agr uska tarjuma apke mutabiq kiya jaye to iska matlb hoga k aaj tak koi momin peda nahi huwa us HADEES ka tarjuma ye hai"jb koi bnda aajazi ikhtiyar krta hai to KHUDA iska rafah 7vain aasman per kr leta hai" ub jesa aap ka dil kare is HADEES ka tarjuma kr lijiye...............agr arabi lughat "lisan ul arab" ko dekha jai towahan b hamain aasman per uthane ka tarjuma nahi milta .............

  8. #140
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote vicky26 said: View Post
    ap k pehle itraz ka jawab ye hai keh ap logun ko kyun kehte hai keh is ka tarjama karo quran se dekh lete hai quran kia kehta hai.surat al.eraf ayat no.176 mai dekhein zara ap ap log kia tarjama karte hai.aur phr us k bad al.mujadala ki ayat no.11 mai ap kia tarjama karte ho.wahn ap kehte ho darjat myrad lete ho.agr ap k mutabiq tarjama kia jae to aj tk koi momin asman par nhi uthaya gya is ka mtlb koi momin nhi hai............ab mai ap ko hadees se sabit kr k btata hun.kanz ul ummal jilad3 page no.312 per jo hadees hai agr uska tarjuma apke mutabiq kiya jaye to iska matlb hoga k aaj tak koi momin peda nahi huwa us hadees ka tarjuma ye hai"jb koi bnda aajazi ikhtiyar krta hai to khuda iska rafah 7vain aasman per kr leta hai" ub jesa aap ka dil kare is hadees ka tarjuma kr lijiye...............agr arabi lughat "lisan ul arab" ko dekha jai towahan b hamain aasman per uthane ka tarjuma nahi milta .............

    سورہ اعراف کی آیت نمبر 176

    وَلَوْ شِئْنَا لَرَفَعْنَاهُ بِهَا وَلَٰكِنَّهُ أَخْلَدَ إِلَى الْأَرْضِ وَاتَّبَعَ هَوَاهُ ۚ فَمَثَلُهُ كَمَثَلِ الْكَلْبِ إِنْ تَحْمِلْ عَلَيْهِ يَلْهَثْ أَوْ تَتْرُكْهُ يَلْهَثْ ۚ ذَٰلِكَ مَثَلُ الْقَوْمِ الَّذِينَ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا ۚ فَاقْصُصِ الْقَصَصَ لَعَلَّهُمْ يَتَفَكَّرُونَ
    اور اگر ہم چاتے تو ان کی آیتو ں کی برکت سے اس کا رتبہ بلند کرتے لیکن وہ دنیا کی طرف مائل ہو گیا اور اپنی خواہش کے تابع ہو گیا اس کا تو ایسا حال ہے جیسے کتا اس پر تو سختی کرے تو بھی ہانپے اور اگر چھوڑ دے تو بھی ہانپے یہ ان لوگوں کی مثال ہے جنہوں نے ہماری آیتوں کو جھٹلایا سو یہ حالات بیان کر دے شاید کہ وہ فکر کریں

    اور سورہ المجادلہ کی آیت نمبر 11
    يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِذَا قِيلَ لَكُمْ تَفَسَّحُوا فِي الْمَجَالِسِ فَافْسَحُوا يَفْسَحِ اللَّهُ لَكُمْ ۖ وَإِذَا قِيلَ انْشُزُوا فَانْشُزُوا يَرْفَعِ اللَّهُ الَّذِينَ آمَنُوا مِنْكُمْ وَالَّذِينَ أُوتُوا الْعِلْمَ دَرَجَاتٍ ۚ وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ
    اے ایمان والو جب تمہیں مجلسوں میں کھل کر بیٹھنے کو کہا جائے تو کھل کر بیٹھو الله تمیں فراخی دے گا اور جب کہا جائے کہ اٹھ جاؤ تو اٹھ جاؤ تم میں سے الله ایمان داروں کے اور ان کے جنہیں علم دیا گیا ہے درجے بلند کرے گا اور جو کچھ تم کرتے ہواللہ اس سے خبردار ہے

  9. #141
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    ........
    Last edited by Ustaad; 6th June 2011 at 12:42 PM.

  10. #142
    msmm is offline Junior Member
    Last Online
    8th August 2011 @ 06:33 PM
    Join Date
    26 Jul 2011
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    740
    Thanked
    0

    Default

    Jis Tarha Hindo apnay hatoon say banaye hue Botton ko pojtay hain. Lekin ye nahi samajh saktay k bot to hum nay khod banaye hain ye Ibadat k laaik nahi.
    Bilkul isi tarha ye Qadiyani Tolla bhi apnay mardood Jhotay Nabi Mirza qadyai ko barhak mantay hain.

    Yahan Main Nabi ki aik khasoosiyat arz karta hoon jo aik Sachay Nabi or Rasool main Hoti hai.

    1. Nabiyon ka duniya main koi teacher nahin hota. Nabi Allah ki taraf say barahay rast Eilam hasil kartay hain.

    Jab kay Jhota mardood mirza Qadiyani duniya main school main parha or kai bar "FAIL" Bhi hua. ab ap samaj saktay hain k ye Qadiyani Nabi kaisay ho sakta hai. (Jhoota Mardood)

  11. #143
    umergmail is offline Senior Member+
    Last Online
    28th May 2023 @ 04:11 AM
    Join Date
    11 Aug 2011
    Gender
    Male
    Posts
    118
    Threads
    1
    Credits
    1,271
    Thanked: 1

    Default

    aap sub per salamti ho.

    nasirnoman sahib,

    meri purani id umer1089 he, mujhey ban ker dia gia tha bagair kisi warning k,oar shaid bagair kisi kasoor k. baherhall ye it dunya walon ka right he. khuch malomat durkar hain
    kia aap mujey waqat de suktey hain. jawab ka
    muntazir

  12. #144
    umergmail is offline Senior Member+
    Last Online
    28th May 2023 @ 04:11 AM
    Join Date
    11 Aug 2011
    Gender
    Male
    Posts
    118
    Threads
    1
    Credits
    1,271
    Thanked: 1

    Default

    sub per allah ki salamti ho,

    nisar moman sahib oar ustad sahib,

    mer porani id umer1089 thi, mujhey baghair kisi wjha& warning k ban ker dia giya tha.

    nisarmoman sahib tofi per behas chal rahi thi. aap ne jo jawab diya tha us per meri tasuli

    hone k baad aap ne khud aapney hi jawab per khudshat ka izhar furma ker mery sawal ko

    phir se paida ker diya tha. bahirhall aap ne tofi ko pehley sirf rohe-qabaz(aarzi/mustaqil)

    mana oar phir tofi ko rohe-qabaz k alawa bi qara diya yani hasley behus 0 raha.

    maira sawal tha.{jasa aap keh rahe ho k aik aik ker k aap points ko calear krain gain to ye bohat achi baat he.
    abi main sirf SOART AL-IMRAN main ALLAH ne jo HAZRAT EISA ko pehli teen basharutain di hain un pe uthney waley sawalat(merey zahen main)ko laita hon.


    "BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN OAR UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF OAR PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN."
    Es turjamey main ALLAH, HAZRAT EISA se appney 3 fail(ammal) ki basharat de raha he.
    1- BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN.(jusmani tor per)
    2- UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF.(jusmani tor per)
    3- PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Pehla(1st) oar dosera(2nd) fail bilkul hum maeni hain.oar teesera(3rd)in dono(hum maemni)failon ka lazmi nateeja.in teeno failon main jo oar(arbi main wao) he.wo in teeno failon k nataej ka mukhtalif hona sabet kerta he.
    .
    appney zehan main uthney waley sawalat ki wazahat k liey 1 missal faruz kerta hon
    ager main kehta hon k
    main lahore jaon ga
    main lahore jaon ga
    main lahore jaonga

    to ye acha to nahi phir bi theek he k main appney araadey ko pukka ker raha hon ya dosery ko yaqeen dilla raha hon.
    ager main ye kehta hon k.
    main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga.
    to ye ghalt he.kiuen k lafaz oar(arbi main wao)maery teen mukhtalif fail(ammaal) ko chata he.
    jesy k main lahore jaon ga oar karachi jaon ga oar uk chala jaon ga.

    mazeed wazahet k liey 1 oar massal liata hon.
    main maiz(table) se katab(book) le loon ga
    oar main maiz se katab uttha loon ga
    oar main maiz ko kittab se door(mehroom) ker doon ga

    merey pehley dono fail aik hi hain oar teesara os aik fail ka lazmi nateeja.
    yani teeno ka nateeja aik hi nikalta he jub k oar(wao) mukhtalif kammo ko sabit ker raha he.ye jumlla theek nahi he.

    umeed he k aap meri baat samujh gai hon ge kisley ye turjama mantey hoey mushkil ho rahi he.
    main jahan ghult soach raha hon uski islah ferma dain. } aap ka jawab ye tha..{اس لحاظ سے آپ آسانی کے لئے یوں سمجھ لیں کہ ’’توفی‘‘ایک کیفیت ہے جو نیند کے وقت بھی ہوتی ہے اور موت کے وقت بھی ... تو یہاں پہلا فعل ’’متوفیک‘‘ بیان ہوا .... یعنی حضرت عیسیٰ علیہ السلام پر نیند ڈالی گئی.....جیسے تفسیر ابن ابی حاتم میں ہے ’’وقال ابن أبي حاتم: حدثنا أبي، حدثنا أحمد بن عبد الرحمن، حدثنا عبد الله بن أبي جعفر، عن أبيه، حدثنا الربيع بن أنس، عن الحسن أنه قال في قوله تعالى: { إِنِّي مُتَوَفِّيكَ } يعني: وفاة المنام، رفعه الله في منامه. یعنی ابن ابی حاتم فرماتے ہیں کہ حضرت حسن رحمتہ اللہ علیہ سے ’’انی متوفیک ‘‘کی تفسیر یہ مروی ہے کہ ان پر نیند ڈالی گئی اور نیند کی حالت میں ہی اللہ تعالیٰ نے انہیں اٹھالیا.
    اس طرح بھی ’’متوفیک‘‘ایک الگ فعل ہوا ....اس کے بعد دوسرا فعل ’’رافعک‘‘(یعنی اٹھالوں گا) بیان ہوا....اس کے بعد تیسرا فعل جو ان دونوں فعل کا نتیجہ ہے
    امید ہے کہ اس آسان سی وضاحت کو آپ باآسانی سمجھ لیں گے .} es jawab per

Page 12 of 24 FirstFirst ... 2910111213141522 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 77
    Last Post: 30th June 2013, 11:59 AM
  2. Replies: 121
    Last Post: 17th October 2011, 04:14 PM
  3. -=<<Ambiya (Alehey Salam) Apni Qabar Main Hayat Hain>>=-
    By IT.BOY in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 4th May 2010, 10:27 AM
  4. Rizq Or Hazrat Eisa alleh Salam
    By FritZie in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 8
    Last Post: 25th December 2009, 05:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •