Salam to all. Hamain bataya jay keh hamaray thread kab wapis kiay jain gay???? Pehlay bhi thread close kar diay gaye ye tu sara sar na insaafi hay, yeh thread us waqt tak close na kiya jaye jab tak management khud aa kar is main reply na karain.Hamain tasli baksh jawab chaiay.Management hamain aitmaad m lay