dear experts mujhy yeh pochna hai k main apny Wateen WIFI ko kis tarha secure kar sakta hun k merey ilawa koi dosra WIFI se connect na hosaky?
asal main masla yeh k mery WIFI se aas pas k kafi log meri la ilmi main faida utha rahy hain aur main jb use karta hun to wo bohot busy hota hai ab main kia karo? un ko mana bhi nahi kar sakta k sb dost hain. aur use bhi nahi karny day sakta k phr main kia karonga? to aap log is ka koi acha sa hal bata den. Thanks