koi expert mere laptop ki madad kar sakta hai.mere laptop hp 530 hai.mera masla yeh hai ke jab main us ko shut down karta hon to woh shut down nahi hota balke windows is shuting down par aa kar ruk jata hai.phir mujh ko is ki battery nikalni parti hai jab bund hota hai.warna wese hi ruka rehta hai.plz koi expert meri madad kar.mehrbani ho gi.