Aoa!....
I want to come to know k
hum windows (especially XP) K log on aur log off pe apni animation kesay laga sakty hain????
Thanks in advance
Aoa!....
I want to come to know k
hum windows (especially XP) K log on aur log off pe apni animation kesay laga sakty hain????
Thanks in advance
Is k bahot se tariqay hain
lekin sab se asan tariqa ye hai
k aap LOGON Studio
wala Software Diye gae link se Download
kr lain uss se Change ho sakti hai or aap apni marzi ki pictures bhi laga saktay hain
Assan sa Software hai.
Download LOGON STUDIO
Agar koi problem ho to pooch lena
bahi aap kia kehna chahte hai
bhai, is say to sirf hum picture laga sakty hain, jub k main VIDEO lagana chah raha hoon....
kia kissi aur ko nahi pata hai janab???
Bookmarks