editorshahid said:
hasna mana hai
aaj thora nahin ziyada busy hoon............so jawab kal doon ga
mujay pehlay he shaq tha ke LASELKY kay zehan main zaroor koi sharat ho ge
but sorry to say.............aaj net be kuch ziyada tang kar raha hay aur abi abi university ke workshop attand kar kay aya hoon so thaka howa hoon .....so.........if you don't mind...........jawab kal doon ga...........lakin eik sharat par.........hahaha
bhagna nahin............OK?
now you :banned: hahaha
Bookmarks