asalam alaikum
aap tamam experts sai guzarish hai k norton ghost ka usb edition use karna bata dain aur agar koi link hai toa woa bhi bhaij dain....
mere computer ki cd rom kharab hai aur usb sai hi main abnay banai huay ghost backup ko run kar sakta houn..... kisi nai usb sai norton ghost recovery ki hai toa plz mujhay bhi bata dain step by step
try karnai sai dar lag raha hai k kahin koi aur partition format na ho jayai.....
cd say toa bohat aasan tha....usb ka samajh nahi aa raha..plz
koi maddad kar sakta hai meri...........
Bookmarks