editorshahid said: hahahaha is main mera koi qasoor nahin........ ye sab kuch laselky ki masti hay.......sari maloomat unhoon nay de hain warna doctor bhai kay baray main kuch kehnay say pehlay main 1000 bar sochta hun...... (app) aap 1000 baar sochtay tu men 2000 baar sochta aap apna "kaarnama" mery sar par kuion dal rahay hain chilay chief kuch nahi kahay gaa
editorshahid said: ye ab doctor bhai say mil kar hum donoon k laye koi mahaz khol saktay hain is laye pehlay say hi mukhtat rehna........warna abi to emergency lagi hay......marshallah be aa sakta hay........ jii aap par kuch bhe lag saktaa hai
Real_Light said: busss mayra jasoos ki etalaa to thek thee.. magir samij nahi aie keh tajoori khali kioun thee... next time sound proof kaam ho ga...ahhahahahhaha latest news kay motabik ab Doc. nay joraboon maen pasay rukhnay shooro ker deay hain. aap ko tejoori ki chaabi Editor bhi ne nahi de the
laselky said: jii aap par kuch bhe lag saktaa hai aray aap mazak samaj rahay hain..........main sach keh raha hoon.......
editorshahid said: aray aap mazak samaj rahay hain..........main sach keh raha hoon....... men bhee sach keh rahaa hon
group interview men Admin sahib kehtain hain hum har waqt yahi hotay hain jis tara kisi ko pata nahi
laselky said: group interview men Admin sahib kehtain hain hum har waqt yahi hotay hain jis tara kisi ko pata nahi aray yaar sufai pesh karnay ka moqa sab ko milna chaye.....haha.....aaj kay baad aap ki duty hay un kay baray main maloomat akathi karna.....
haaahahaaa nice
editorshahid said: aray yaar sufai pesh karnay ka moqa sab ko milna chaye.....haha.....aaj kay baad aap ki duty hay un kay baray main maloomat akathi karna..... men apney duty pori kar chukaa aab aap ki duty shoru
laselky said: men apney duty pori ka chukaa aab aap ki duty shoru meri duty us waqt shuro hoti hay jab itdunya par koi nahin hota........aur main hota hum aur eik ULLO boltay hain...... (app)
feroztime said: haaahahaaa nice thank you
editorshahid said: meri duty us waqt shuro hoti hay jab itdunya par koi nahin hota........aur main hota hum aur eik ULLO boltay hain...... (app)
Forum Rules
Bookmarks