Asslam o Alaikum!
Mohtaram Experts main mera masala Jaldi sa hal kar dain aapki meherbani ho gi.
Main nain 1 computer per Windows XP ki aur us main 2 lan cards laga kar hab ka zaria sa 15 computers ki networking kar di. Ab sab par internet aur intranet chal raha ha. Masala tab ata ha jab aik hi waqat par 10 sa saida computers par video chalata hon. jab main 11th computer par video chalata hon to limit exceed ka message da data ha.
Ab agar main pahla 10 main sa kisi aik ki video band karta hon to wo 11th computer par video chalti ha.
Kia Is masalay ka Kisi Bhai ka pas koi hal ha.
I am waiting for the solution on urgent basis.
Thanks and best regards.
Bookmarks