kia koee asa phone software yan tareq hai....jes ki madad say main computer kay zarey call kar sakon...yani keh bagar heandseet kay...maslan main jab kesi ko phone karta ho tu mujay ptcl phone istamal karna parta hai....

Skype Hy Gmail Hy!
skype to net to phone hai ............mera matlab yeh hai keh main net kay bagar phone ki taar pc par laga kar pc kay zaraye phone karsakonn...ic say meri phoneset say jan chott jaye gi....
Bookmarks