Page 5 of 5 FirstFirst ... 2345
Results 49 to 51 of 51

Thread: پانی سے یورک ایسڈ کا علاج

  1. #49
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,914
    Threads
    482
    Credits
    150,392
    Thanked
    970

    Default

    Quote amjadattari said: View Post

    Bahoth Bahoth Shukriya

  2. #50
    M.shawal's Avatar
    M.shawal is offline Advance Member
    Last Online
    8th February 2020 @ 11:57 AM
    Join Date
    15 Apr 2016
    Location
    Dera ismailkhan
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    6,306
    Threads
    414
    Credits
    8,468
    Thanked
    315

    Default

    تھںنکس
    (ہر دوسرے انسان کی مدد)

  3. #51
    tabrejalam is offline Senior Member+
    Last Online
    16th February 2017 @ 10:21 PM
    Join Date
    26 Mar 2014
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    43
    Threads
    4
    Credits
    269
    Thanked
    3

    Default

    Quote amjadattari said: View Post

    bhai sahib agar amin assume karoon 16hrs jagta hoon aur 8 ghantay sota hoon to yeh 4o glass water average 330 ml a glass to yeh banay 13.2 liter water bana for 16 hrs, aik insan ki healthy kidneys can filter and excrete just about 15 litre in 24 hrs jo full stop hai insan ki body kay liyay is dekhtay howay aik insan ki healthy kidneys filter and excrete only 10 litre in 16 hrs a day to mere bhai water intoxication bhi hoi sakti hai jo keh deadly ho sakti khas tor per humaray umr raseeda afrad kay liyay, diet ka parhez karen jo bayan ki hain aur sirf purine rich foods hi nahi hain jis say gout hota hai ya uric acid increase hota hai is main renal insufficiency ,under active thyroid ,obesity etc
    Ilaj yeh lain

    Apple cider vinegar
    one teaspoon of raw, organic, unpasteurized apple cider vinegar to a glass of water
    three times a day , is se say ziyada miqdar main nan lain bajay fayday kay nuqsaan hota hai ,yaad rakhein koi bhi cheeze agar bohot ziyada miqdar main li jay woh poison hoti hai body kay liyay even water

    Lemon juice

    nahar moonh aik glass pani main aik lemon ,

    Cherries

    atleast aik cup cherries lain rozana is main yeh bhi add ker saktay hain daily diets main blueberries, strawberries, tomatoes, bell peppers

    Extra Virgin Olive Juice
    jo bhi diet aap istimal keraty hain khanay kay liyay us main isko istimal ker saktay hain khayal rahay Olive Juice ziyada ter blended hota hai log usper likhatay nahi by law app us main up to 20 or 25 blend ker saktay hain likhnay ki bhi zaroorat nahi hai to olive juice extra virgin ho Olive Juice aap ko clarify kardoon jis ko aam tor per log Olive oil kehtay hain scientifically olive oil isnt oil its olive juice , usko istimal kernay ka tareeqa kiya hai jab bhi koi khana pakai us main kisi qism ka oil or olive juice istimal na karen yeh aik alag topic hai kiyun lambi detail hai iski , to jab khana pak jaye jitna khana hai utna khana nikalain phir usmain yeh olive juice add karen aur nosh karen agar is tareeqay say istimal karen gay to faida hi faida sirf uric acid hi nahi aur bhi jism kay doosray imraz ka khatma inshallah kabhi Olive juice kay baray main likhonga ta keh logon ko faida ho mera maqsad is kisi bhai ki dil azari nahi hai kabhi bhai yeh samjhain kiya likhh diya bhai aap ki post per aitraz aisi baat nahi hai maqsad Allah ki makhlooq ki khidmat jo mujhay pata tha precations kay saath bata diya kiyu ki yeh 40 glass water math doesnt fit kiyun ki hamaray gharon umr raseeda log bhi is marz ka shikar hain not good for thier kidneys 40 glass of water aur woh sotay bhi jaldi hain gd amount shud 5 to 6 litre water if want to pass out through urine along with jo aap ko bataya hai allah shafa dega anyway agar mazeed mashwaray ki zaroorat is marz kay baray main yaad rakhain

Page 5 of 5 FirstFirst ... 2345

Similar Threads

  1. Replies: 1
    Last Post: 9th December 2011, 03:10 PM
  2. Replies: 4
    Last Post: 12th December 2009, 01:29 PM
  3. Replies: 4
    Last Post: 10th May 2009, 12:34 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •