hahahaha........haleem ka thela main nai nahin khuram nay lagya tha....
aur main haleem kha raha tha k kia dekhta hun khuram ka sar degh main phans giya......ab LEON he bata sakta hai k sar degh say nekalnay ka kia tareeqa hay......hahaha
ye masti bi to aap ki the k mara sar degh main bans gea o bahi main kon sa aap sy pesy leny laga tha k mara sar degh main bansa kar bag gy aap
han ji aap ko nahi pata ye Doctor bhai hai aur Doko bhai
pan ki dukan to part time hai iss k elawa aik do aru kaam bi hai en
k laken wo tab btaon ga jab ye mary raz kholy gy ahhah
hahaha......fikar na karen.......ye aap kay raaz nahin khol saktay......main hun na aap kay sath...........aap bata deen doctor sahib is kay elawa kia kia kam kartay hain......
aap kea sifarish kary gy jab main dukan par nahi hota hon
uss time aap aa kar mary mulazmo ko kehty ho main khuram ka
acha dost hon mujay bi khany ko kuch do hahah
haan....main jab aap kay paas haleem kha raha tha.....to doctor sahib nay muj ko b bola k main khuram ka dost hun.....main nai kaha muj ko kia kehtay hain.....mera kam thora hay.......wo khara hai jis ka thela hay.....

yar yeh to mari & tumhari doosti hay & apas ki baat hay tum nay kitnay pan khaey hain free main hatta keh dukan hi band kardi main nay , magar mainnay kabhi shikayat ki ?????? sara kuch editor ko kam qimat main farookht kar kay jan churai eis pan ki dukan say
han ji aap ko nahi pata ye Doctor bhai hai aur Doko bhai
pan ki dukan to part time hai iss k elawa aik do aru kaam bi hai en
k laken wo tab btaon ga jab ye mary raz kholy gy ahhah
tabhee main boloon k doctor bhai k pass threads likhne k liye itna saara mawad kaha se aata hai...aap ko to pata hai k pan walon k pass kitnee raddee hoti hai...lol...
yar yeh to mari & tumhari doosti hay & apas ki baat hay tum nay kitnay pan khaey hain free main hatta keh dukan hi band kardi main nay , magar mainnay kabhi shikayat ki ?????? sara kuch editor ko kam qimat main farookht kar kay jan churai eis pan ki dukan say
aur main nai khuram say request ki k aap karoobar ko waseeh karen aur pan ki dukan khol leen...... jo kuch aap nay mujay farookht kia tha wo main nai khuram ko eik haleem ki plet kay badlay day diya.....
tabhee main boloon k doctor bhai k pass threads likhne k liye itna saara mawad kaha se aata hai...aap ko to pata hai k pan walon k pass kitnee raddee hoti hai...lol...
haan....main jab aap kay paas haleem kha raha tha.....to doctor sahib nay muj ko b bola k main khuram ka dost hun.....main nai kaha muj ko kia kehtay hain.....mera kam thora hay.......wo khara hai jis ka thela hay.....
hahah acha aap k pass bi aay thy
aur mary pass bi doctor bahi bary taz ho aap
Bookmarks